Stop Limit Definition:
Stop limit aik condictional trade hoty hai jo market main stop orders aur limit orders ko yakja karta hai. Stop limit orders ko risk reduce karnay k liye aik technique k tour pay banaya gaya hai. Stop limit orders dusri types k orders say connected hota hai jinko traders limit orders aur stop orders k tour pay market chart pay use hotay hain.
Stop limit orders traders ko is baat ka full control daitay hain k kab market main orders fill hongay, laikin is baat ki koi bhi guarantee nai hoty hai k chart pay order filled hoga bhi ya nai. Stop limit orders traders ko frequently profit ko lock karnay k liye use kartay hain jis say profit aik limit k sath book ho jata hai.
How Does the Stop Limit Work:
Stop limit 2 prices k selection points say involves hoty hain jo k darj zail main hain:
STOP: Traders k selected target ki price.
LIMIT: Trader k target ki outside prices.
Jab price stop order ko test karty hai to orders executed ho jatay hain jis say traders prices ko sell ya buy kartay huway market main automatic enter ho jatay hain. Stop limit orders har aik broker k pass ya unk softwares say use ho saktay hain.
How to Use a Stop Limit for Buying:
Jab market chart pay price kisi aisi support ya resistance levels k kareeb hoty hai jahan say price ka decision laina mushkil ho jata hai tab traders aik short-term k liye prices ko sell kartay hain aur sath he chart pay buy limits ka orders use kartay hain, jab price short-term sell say usay loss daity hai to next movements say uska buy limit orders trigger karta hai jis say executed trades traders ko ziayada faida daita hai, jiska aik proof aap neechay screenshot main daikh saktay hain k kaisay prices trigger karty hain.
How to Use a Stop Limit for Selling:
Sell-stop limit orders ko traders chart pay typically profit ko protect karnay k liye use kartay hain, traders is order ko stop limit k neechay current prices pay use kartay hain aur jaisay he prices sell limit k neechay prices ko test karty hai traders ka sell ka orders executed ho jata hai jo k aik strong opportunity k sath use kiya jata hai jiska aik result aap neechay screenshot main bhi daikh saktay hain.
Use a Stop Limit:
Jab market main trading kartay huway traders ko is baat ka khouf hota hai k wo apni traders ko apnay emotions say save nai rakh payingay tab wo market chart pay stop orders ka use kartay huway trading ko start kartay hain, Result k tour pay wo market k chart pay long-term ki trades ko open kartay huway stop losses ka use kark apni invest ko save rakh saktay hain jis say unka risk bhi manage hota hai aur unki invest bhi save rehty hai aur risk aik propper management k sath us hota hai. Yeh sab aik especially tour pay use tab hota hai jab market ki volatile out off control hoty hai aur jab traders trades ko daikh nai saktay hotay hain.
Shukrya.