Introduction
Assalamu Alaikum acha kam kar rahe Honge dear koi bhi kam karne ke साथ-साथ aapke pass knowledge Aur aadami Hai Kitna Achcha aapke pass knowledge Hoga utna hi Achcha abhi nahin kar sakte market Mein kam karne ke liye time ki time management ko jaruri hai Jitna time Ham market Mein Doge utna hi Achcha market mein aap Kamyab Ho jaaoge Aur Bhi Hasil Karenge
WHAT IS SUPPLY AND DEMAND ZONE:
Forex trading main jab koi currency pair resistance zone par pohnchta hai to usy selling zone kehty hain kun kay wahan say market overbought conditions say reversal ke jaanib aati hai. Aur sellers selling options ko consider karte hain ya apni long positions ko close karte hain. Essi tarha jab market down aati hai to strong support par market main buyers entry lety hain. Oversold conditions main buy ke entry zaida moasar saabit hoti hai. Ye dono cheezin jab market main hoti hain to selling zone ko supply zone aur buying zone ko demand zone bhe kaha jaata hai.
SUPPLY AND DEMAND ZONE EXPLANATION:
Supply and demand zones forex market main generally traders ko perception hasil karny main sood mand saabitt hoty hain. Supply and demand zones support aur resistance kay barakas aik larger area cover karte hain. Jiss say aapko bhetar andaza ho sakta hain. Jab kay support aur resistance zones ko lines ke soorat main lagaya ya mark kiya jaata hai jab kay demand and supply ko aik bary area main mark kiya jaata hai. Jesa kay aap neechy de huii tasveer main dekh sakty hain kay market main supply and demand zones kahan hain. Aur market waahan sy kesy reversal bana rahe hai. Jesy he market demand zone main jaati hai to market main buyers ke sharp movement dekhny ko milte hai aur esi tarha jab supply zone main jaatee hai to sellers in control nazar aaty hain.
SUPPLY AND DEMAND Zoned FOR TRADING:
Supply aur demand zones main trading karne kay liey 3 cheezon ko lazmin zehan-nasheen karnaa chaheyy.
i). Supply aur demand zone ke shanakht kay liey bary time frame ko istemaal karin Bary time frame main traders ko bhetar pata chal sakta hai kay kahan sy market sharply bounce kar rahi hai aur kahan sy supply aur demand levels create ho rahy hain.
ii). Jab aap supply aur demand kay levels ko identify kar lain to us kay baad ye observe karin kay market kinn kinn areas say bounce back kar rahi hai jesa kay aap neechy dee hui picture main bhe dekh sakte hain.
iii). Support aur resistance levels ko dekhny kay liey jin indicators ka aap istemaal karte hain unn say bhe aap supply aur demand levels ko dekh sakty hain ya phir aap fibonacci levels kay iste say bhe supply aur demand zone ke nishaan dehi kar saktey hainn.
Supply :
Market me ksi chez kay any ku ya pohnchany ku ham supply kahty hain yahan par ham oil ki example lety hain . Agar market me oil ki supply ziada a rahi hai tu ec ka maqsad hai oil kafi acha bik raha hai aur us ki prices oper jany kay achy khasy chances hai aur agr supply ahsta kam hoti ja rahi mtlb us ki marlet low hu rahi hai aur rate neechy ja sakty
Demand :
Ec ka matlab hai kay koi cheez kitni ziada sale hu rahi hai uski demand kitni hai. Oil ki example lety hain yahan par bhi agar oil ki demand increase hu raji hai tu automatically oil ki supply increase karna hogi aur prices increase hongi aur agr ec ki demand kam hai tu prices bhi kam hongi jesy ap ny kch month phly dekha lockdown me demand bilkul khtm hogae thi. Factories band ho gaien thin.
Law of Supply
Law of supply produced ya service ki quantities ki khas keemat par farokhat ko demonstrates karta hay, supply relationship hamesha upward ko show karta hay, higher supplied quantity se hi market price higher ho jati hay question poucha ha Mary khayal jibb loss apply hogi to AP Kam sy kam ibveinvest kro kau ky is soorat ma AP sub logo ko buot hi Kam profit milta ha or jib AP ky high apply ho to is Sy AP zayada investment sy zayada profit hasil KR skty ho demand or supply par depend hoti hai jis trah hum es bat ko hum talab or rasad k sam se bat kar sty hain jesa k kisi bhi chez ki talab jub bahrti hai tu os chez ki demand market main bhi bhar jati hai or hesy jesy insan apni tlaab ko pori arta jata hai tu oski demand main bhi kami hoti jati hai esi trah he marekt main hota hai.