Double Bottom and Double Top

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Double Bottom and Double Top
    Double bottom and double top in forex trading
    forex trading me double top or double bottom chart pattern aik acha pattern hai jis ko hume zaror learn karna chahiye ya sub se zaida ya common milne wala chart pattern haimarket me hume aksar daikhne ko milta hai double bottom or double top chart pattern market me zaida ter banta hai kyu ke market apne points ko retest karnti hai jis ki wajase ya chart pattern banta hai har chart pattern ki value hai har kisi per trading ki ja sakti hai lakin zara si planning ke sath work kare gay tu hi faida ho ga.
    Double Top
    Double top chart pattern hum daikhtay hai ke market up trend me move karti hai or apne kisi resistance level per ja kar break lagati hai or waha se resist karti hai or nichaymove karti hai uske bad market wapis apne resistance level ko touch karne jati hai tu is ko hum kahte hai ke market me double bottom chart pattern ban gaya hai or phr trader
    is ko watch karte hai or agr trade karni ho tu trade bhe lagate hai trade karne se hume confidence milta hai or agr profit ho tu zaida maza ata hai.
    Double Bottom

    Double bottom chart pattern bhe aik reversal pattern hai jo ke hume selling market me milta hai yani market down trend me move kar rahi ho tu pahle aik bottom banta hai or
    uske bad market apni correction kar ke dobara low level ko touch karti hai or aise bouble bottom chart pattern banta hai is per hum trade kar sakte hai jaise hi neck line
    up side ki break ho tu hume buy ki trade karni hoti hai or stop loss bottom ke nichay lagana hota hai agr koi bhe chart pattern support ya resistance level per mile tu zaida acha hota hai
    منسلک شدہ فائلیں

اب آن لائن

Working...
X