Bearish and Bullish Rectangle Chart Patterns
Bullish Rectangle:
Bullish Rectangle Chart Pattern main Market main zik zak move kar rahye hoti Or market Bearish sy Bullish ki taraf move karta hua aati hain Or Support and Resistance main zik zaak move kar rahe hoti hain Bar bar woh Support and Resistance level ko test karti hain or phir Resistances level ko jab break out karti hain toh hum iss main iss point per buy ki entry laa sakta hain Or yeh humain bhot he acha profit daa sakti hain humain chahiye k hum iss chart pattern ko samjhe aur iss per mazeed partices karye yeh humain bhot he acha profit da sakti hain.Jaisa k ap necha chart main acha sy samj sakta hain or dakh sakta hain.
Bearish Rectangle:
Bearish Rectangle chart pattern main same Bullish Rectangle chart pattern ki tera he hota hai bus Uska tora opposite hota hain jaisa k market Uptrend sy down trend move karta huwa ati hain or Resistance and Support level ko zik zak shape main bar bar test karti hain or phir Support level ko break out karti hain jab market support level wala point ko break out karti hain toh hum iss main Sell entry laa sakta hain joh humeri 95% accuracy k saat acha hasa profit da sakti hain hum iss ki mazeed details or iss ko acha sy tabhi samj sakta hain jab hum iss main particles karye gaye or iss kah chart ap necha dakh sakta hain or iss ko mazeed acha sy samj be sakta hain humain apna knowledge and experience better karna chaiye joh humain acha profit dak sakta hain.