What is lot size and how it effects on our profits and losses.....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is lot size and how it effects on our profits and losses.....
    Aslam u alaikum,

    Dear forex member umeed karta hun aap sab khairiyat se honge dear members jo members trading platform at rate ko open karna chahte hain aur es open karke ismein acha profit hasil karna chahte hain to unhe chahiye ke vah markeut me apni trade open karne se pahle lot size ko ache tarike se understand kar le kyunki lot size ko confirm karna aur unke different type se unko samajhna aur samajh Kar apne trade mein use karna bahut zyada zaruri hone ke sath bahut zyada faydamand sabit hota hai.



    lot size ka use and effect
    market mein treat ko open karte waqt sabse pahle lot size ki selection ki jaati hai aur lot size ki selection aapko aapke account balance ke hisab se hi karna hoti hai agar aap account balance kaise aapse lot size ka use nahin karte aur aapke pass iska knowledge nahin hota jiski vajah se aap khud ka disturb ka use karke is ko select karte hain to es tarah se aap isko achi tarike se understand kar paty jiski vajah se aapki trade nuksan ki taraf chali jaati hai lot size ko hamesha account ke hisab se hi select karen.

    market mein jo member is reading karne ka acha knowledge nahin rakhte apne trade ke liye lot size hamesha chhota hi rakhna chahiye standard lot size ka use nahin karna chahiye lot size a ki different types mein standard loads are is a micro lot size mini lot size for nano lot size hote hain tamam lot size ke rates or value up alag alag hote hain same nahin hote isliye aapko pips key value aur rates confirm karne ke bad in lot size ke rate se ko understand karke unka use karna chahiye.

    $ 10;000 balancex .01 risk________________________$ 100 loss


    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha

اب آن لائن

Working...
X