What is double top candle pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is double top candle pattern
    AOA
    INTRODUCTION

    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe khush rahe aur mahfuz Rahe forx trading market ka jyada se jyada knowledge hasil Karen jab time mile demo account per practis Karen ise aapka experience mein improvement Hogi market ka analysis Karen aur different tools for example indicators candles patterns ine per apni study jari rakhen kyunki yah hamen market mein trade karne mein bahut jyada help karte Hain aaj ka hai jes topic per main aapse apny knowledge ko share karna chahta hn wo hai double chart pattern es kasy hum trading chart mein Ham kaise find out karte hain aur kis ki madad se table banaa sakte hain

    DOUBLE TOP CANDLES PATTERN
    Double top chart pattern ek bullish trend reversal chart pattern hai jo currency pairs or commodities ki price chart mein long bullish trend ke top per banta hai is pattern mein first buyers price ko upar lekar jaate hain lekin buyers ke pressure mein decrease ki vajah se salary price ko niche Le aate Hain lekin buyers Ko ek Bar FIR price ko upar lekar jaate Hain lekin weak hone ki vajah se sallersy price ko niche Le aate Hain Jo sem price level se start hoti hai agar double top level ko trend line se jora jaaye to is line ko neckline kaha jata hai is pattern per trading ke liye Neck line bahut important hai kyunki is pattern ke complete hone per price neck line inko break karti hai


    TRADING WITH DOUBLE TOP CANDLE PATTERN


    Double top chart pattern per trading ke liye jaruri hai ke traders is pattern ko complete hone ka waite Karen jab price neck line ky pass aakar candle ka close Neck line se niche de to isase break out ki confirmation hai traders ko trade active karne ke liye price ko neck line ko re_test karna ka watie karna hoga jab price neck line ko re _test karne ki formation de to is per trader ko sell ki trade active Karni chahie


    HOW TO USE SL & TP



    Double top chart pattern per trading ke dauran traders ko stop loss price ke last top ke upar place karna chahie aur take profit ko next support level per tp1, tp2 or TP 3 Karke set karna chahie

اب آن لائن

Working...
X