What are sentiments and Discussion about forex sentiments
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What are sentiments and Discussion about forex sentiments
    INTRODUCTION
    Assalam alaikum dosto!umeed ha ap sb khairiat se hn gy or apki trading achi jaa ri hoe.dear memebrs aj ki post main hum aik fundamental indicator jisy sentiment kaha jata , usy study karen gy hum dekhen gy k ye kaisy kaam karta ha or es ko trading main kesy use kia jay.What is sentiment indicator?
    • Dear members technical analysis market ka trend or support & resistance ki maloomat deta ha jb k fundamentals market k bary main aik broad view dety hain.
    • sentiment indicator aik fundamental tool ha jo k forex market main traders ko extreme conditions k bary main alert karta ha jaisa k price reversal.
    • ye indicator technical analysis k sth istmal ho skta ha or bhtr results deta ha.
    • Sentiment indicators bhht se available hain or in main se agr 2,3 ko ikthy istmal kia jay to bhtr resilts milty hain.

    How sentiment indicator works?
    • Sentiment indicators hamen graph ya oscillator ki shakal main data btaty hain k kitny traders ny market main konsi positions li hovi hain.
    • Jesa k agr market main 100 traders hain or aik currency pair py 60 traders ny buy kia hoa ha or 40 ny sell to sentiment indicator 60% buy show kary ga.
    • or jesy jesy price opr jati jygi buy k traders increase hoty jaen gy or sentiment ki percentage barhti jaygi.

    Click image for larger version

Name:	B83DEDC4-DA5F-4F72-80C0-4015C7348B6C.png
Views:	14
Size:	28.1 کلوبائٹ
ID:	12549051
    • ab jesa k opr ki picture main blue line buyers ki ha or red line sellers ki.
    • jb blue line red ko cross kr k opr jygi to mtlb ha k market main buyers ki percentage barh gai ha.

    How to trade sentiment indicator?
    • dear members sentiment indicators exact buy ya sell k signal ni dety.
    • Ye hamen market k extreme levels or price reversals ka bary main btaya hain.
    • jesa k uptrend main jb buyers ki percentage 70% to 80% ho to ye uptrend ki peak hota ha or jb es k bad market thora nechy ati ha to zada traders es time sell krty hain estrha trend reversal hota ha or aisy extreme level k bary main sentiment hamen btaty hain.

    Click image for larger version

Name:	8D5E22A3-9AE4-4573-A6FF-0A1060F27E94.jpeg
Views:	14
Size:	68.0 کلوبائٹ
ID:	12549052

    • jb sentiment hamen extreme level ka bta dy to us k bad price action se confirm kr lena chahye phr trade leni chahye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What are sentiments and Discussion about forex sentiments

    Assalamu Alaikum Forex members umeed hai aap sab theek Honge aaj ka Hamara topic Hai sentiment kya hai aur yah kis tarike se Forex Mein kam Karta Hai Iske bare mein Aaj Ham baat karte hain.
    What is sentiment?

    Sentiment analysis ko Ham bahut acchi tarike se forex market Mein dekhte hain aur Iske opinion mining ko Ham minimum tor per Natural Language Processing Mein Dekha jata hai jo ki technique ko use Karke determine karte hain aur Iske data ki positive or negative aur isko dekhne ke liye neutral. Sentiment analysis ko Ham form karte hain aur Iske data ko help leta hai ab business ke liye aur isko maintain Kiya Jata Hai Iske brand ko aur Iske product ke sentiment ko dete Hue customer ki feedback Di jaati hai aur understand Kiya Jata Hai Iski customer ki need ko.

    Click image for larger version

Name:	images (36).jpeg
Views:	1
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12412846


    What is sentiment analysis explain with example?
    Sentiment analysis ko study Kiya Jata Hai Iske object aur uski subject ko Dekhte Hue information ko explain Kiya jata hai aur Iski of opinion ko Dekhte Hue market ko bahut acche tarike se Iske emotional aur uske attitude Ko To worktops Mein Dekhte Hue uski personal entry ki jaati hai aur Kis Ko explain Kiya Jata Hai classified Kiya Jata Hai positive negative aur Iske National topics for example Jab Ham Kisko likely to phir design ko iski website Mein dekhte hain to vah positive direction Mein hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (37).jpeg
Views:	1
Size:	8.7 کلوبائٹ
ID:	12412848


    What are the step of sentiment analysis?

    Sentiment analysis ko Ham bahut acche tarike se Iske steps ko Dekhte Hain Jisko follow karke Ham ismein bahut jyada acche tarike Jiski conditions ko pura kar sakte hain.
    Step 1: Data collection. ...
    Step 2: Data processing. ...
    Step 3: Data analysis. ...
    Step 4 - Data visualization. ...
    Step 1 - Register & Create Project. ...
    Step 2 - Link/Upload & Process Data. ...
    Step 3 - Visualise Data. ...
    Step 4 - Training your Model without Coding.



    Click image for larger version

Name:	images (38).jpeg
Views:	1
Size:	9.0 کلوبائٹ
ID:	12412852
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What are sentiments and Discussion about forex sentiments

      Hello everyone I hope ab sab theek Honge aaj ka Hamara topical sentiment analysis kya hai yah kis tarike se forex Mein kam Karta Hai Iske bare mein a jao detail mein baat karte hain.


      Sentiment analysis:
      sentiment analysis ko Ham bahut acche tarike se use karte hain Natural Language Processing may text analyses mein aur isko computation Kiya Jata Hai Iski Ling ko Dekhte Hue aur Iske biometric ko Systematically mein Dekhte Hue isko identify Kiya jata hai aur extract quantity isko study Kiya Jata Hai effectively Iske status ko Dekhte Hue aur Iske subjective information ko.



      Click image for larger version

Name:	IMG-20220803-WA0116.jpg
Views:	3
Size:	12.8 کلوبائٹ
ID:	12412861





      What is the type of sentiment analysis?
      Sentiment analysis Ko Agar Ham bahut acche tarike se uski type ko samajhte Hain To Hamen is ko use karna Aasan ho jata hai.Fine-Grained sentiment analysis ke model ki help se Ham isko bahut acche tarike se derive polarity precision.Aspect-Based. While fine-grained ki help se Ham determine karte hain aur overall ko polarity karte hain jisse customer ka dawai hota hai aur Iske accept karte hain iski best score analysis karte hain jisse Hamen Pata lagta hai Iske bad Katke delves deeper. ...Emotion Detection. ...Intent Analysis




      Click image for larger version

Name:	IMG-20220803-WA0114.jpg
Views:	1
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12412863



      What is the best model of sentiment analysis?
      Sentiment analysis models:Logistic regression good model Ko Dekha Jata Hai Kyunki Agar Ham Iske train ko koi lete aur palaj data set Karte Hain Jo isko provide karte hain bahut jyada acche tarike se robust result ko to sentiment analysis ke order model good model ko choose Kiya Jata Hai Isko include Kiya jata hai isase bahut acche tarike se market ke bare mein pata lagta hai SVMs, Random Forests, and Naive Bayes using the learning sentiment ko Dekhte Hue Ham market ko bahut acche tarike Se Uske method ko use karte hain aur is se Ham model ko approach karte hain sentiment analysis ke liye






      Click image for larger version

Name:	IMG-20220803-WA0115.jpg
Views:	1
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12412864


      .

      اب آن لائن

      Working...
      X