Moving Average Conversion Divergence (MACD) Indicator.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving Average Conversion Divergence (MACD) Indicator.
    Assalamu alaikum dear Pakistan forex forum member dear forex market mein bahut jyada technical indicators hote hain jinka aap forex market Mein istemal kar sakte hain kyunki forex market mein aap dekhte hain ki agar aap technical indicators or tools ka istemal karte hain to aapko ismein trading karne mein bahut jyada aasani hoti hai aur aapko market ka idea aasani se ho jata hai jisse aapko achcha profit milta hai ISI Tarah ka ek indicator Mein aaj aapke sath share karna chahta hun apna knowledge share karunga jisse aapko bahut jyada benefits Milenge dear technical indicators ke liye aapko unke bare mein acchi Tarah study Karni Hogi to tab hi aapko uske bare mein pata chalega.

    WHAT IS MOVING AVERAGE CONVERGENCE DIVERGENCE: Dear Moving Average Convergence Divergence (MACD) aikk technical indicator hay jo kay sirf aur sirf 2 Exponential moving averages (EMA) kay darmiyaan ta'aluk ko manpta hai. MACD indicator aik blue line, aik red line aur aik green line ko chart kay oper display karta hai jo kay MACD line aur signal line kay darmiyaan farak zahir karta hai. MACD line 2 exponential moving averages ka difference hai joo kay 12 aur 26 periods ke hotii hain. Jo signals line hai wo amooomi torr par 9-period ke joti hai. MACD lines zero line kay ird gird rehti hain aur aksar overbought aur oversold kay signals dety hain jabb ye lines zero line sy oper ya neechy jaati hai.
    Click image for larger version

Name:	images (49).png
Views:	27
Size:	18.3 کلوبائٹ
ID:	12548894

    USE OF THIS INDICATOR IN TRAINING: Moving average convergence divergence trend ke strengths ya us kay momentum ko measures karta hai. Aur ye momentum ya strength measure karny kay liey MACD line aur Zero line as a reference points use karta hai.Jab MACD line zero line say operr crosss karti hai to yeh uptrend ka signal hotaa hai.
    Jab MACD line zero line sy neechy cross karti hai yo ye downtrend ka signal hotaa hai hai.

    MACD Calculation: Dear zyada tar charting platform MACD signals ko paish karta hey or mazkora bala tay shodah adwar ka estamal kartay hovay es hesab ko lago kartay hein nechay deya geya formula MACD kay kay mokhtalef ajza ko daikhta hey or torta hey takeh trader kay ley entry laynay mein asane ho, Dear jaisa keh pehlay zekar kea geya hey MACD histogram do movement wale average lines kay darmean farq ko indicate karta hey Histogram MACD indicators par 0 kay andar or es kay aas pas otar charhao karta hey jab MACD lines signal line kay oppar hey to histogram positive ho jay ga es kay barakas such yeh hey jab MACD lines signal lines kay nechay move karay ge jes kay tahat histogram negative kadar kay tor par 0 say nechay move karay ga histogram mein 0 ke kadar 2 movement average lines ko indicate karte hey jo keh crossing over ke neshandahe karte hein or es tarah buy r sell kay signal ko indicate karta hey.

    TRADING TECHNIQUES: Dear Mazeed ye kay MACD buy yaa sell signals indicate karta hai jab 2 MACD lines crossover karti hainJab MACD line signal line sy oper cross karti hai to BUY signal ka indicator hota hai. Jab MACD line signal line sy neechy sy cross karti hai to yeh SELL signal ke indication hoti hai.

    STRONG ANALYSIS: Dear Moving averages convergence divergence MACD trending markets kay liey aik bahut hee acha indicator hai aur zaida taer platform aapko ye indicator muyhasar karty hain. Aap apny MT4 (Meta Trader 4) application ya software main MACD ka indicator asaani sy istemal kar sakty hain. Koi bhe indicator use karny sy pehly usko demo account par test kiyya jjana chahey ta'kay aapki practice achhi ho jaay aur usska sahi isstemaal aapko aa jaay.

    Explanation: Dear MACD indicator trading mein bahut jyada istemal hota hai aur khas taur per new log isko bahut use karte Hain aur jahan tak main samajhti Hun, Tu Mera andaza hai ki yah ek bahut hi simple side kata hai aur isko ham bahut aasani ke sath istemal kar sakte hain usko istemal karne mein hamen koi pareshani Nahin Hoti hai lekin main yah bhi aapko batana chahta hun ke yah indicator hamare liye itna jyada behtar bhi Nahin hai jitna ham samajhte Hain kyunki is indicator se hamen vah Friday Nahin mil sakte hain Jo ham sote Hain.

اب آن لائن

Working...
X