Upside Tasuki Gap Pattern
Upside Tasuki gap candlestick pattern teen candles par mushtamil aik mazbot trend continuation pattern hai, jo k prices k high level ya bullish trend main banta hai. Pattern k pehle do candles jo k bullish candles hotti hai, k darmeyan main upside par gap banta hai, jiss se pattern ki mazboti main mazzeed izzafa ho jata hai. Dosri bullish candle k baad aik bearish candle banti hai, jo ziadda tar small real body main hotti hai. Bearish candle dosree bullish candle k real body main open hoti hai aur pehli aur dosri candle k gap main close hoti hai. Ye pattern market k bullish pattern k mazboti ko brahati hai aur prices aur bhi upper level par jane ki koshash karti hai.
Identification of Upside Tasuki Gap Pattern:
Is pattern ke ak large bearish ke candle ho ge ya candle large real body sa mil kar banay ge ya is candle red ya black colour ke ho ge or ya is pattern ka high or second candle ka closing point sa open ho ge or market ko lower ke traf push kara ge. Ya candle first candle sa high ma heclose ho ge or ya batay ge ka market ma jo first do candle ka bullish pressure tha os sa is candle ka bearish ka pressure low ha to jes ke waja sa market na reverse ho ka up ward ke traf jana ha.
Downside tasuki Dap candle stick pattern
Downside Tasuki gap candlestick pattern teen candles par mushtamil hota hai, jo k bearish trend continuation k leye jana jata hai. Ye pattern qeematon k darmeyan me ya low price area me banta hai. Ye pattern dekhne me same " Bearish side by side black lines" jaisa hi hai, lekin faraq dono pattern ki last candle ka hota hai. Downside Tasuki gap me last candle opposite pattern ki yani bullish hoti hai, jab k "Bearish side by side black lines" me 3rd candle same bearish trend ki hi hoti hai
Upside Tasuki Gap Pattern k sath Trading
Upside Tasuki gap candlestick pattern aapko market main buy ka signal faraham karta hai, ye pattern dosre trend reversal pattern se ziadda reliable hota hai, jab k candles k darmeyan banne wala gap bullish trend continuation pattern ka signal hotta hai. Upside Tasuki gap candlestick pattern ki teesri candle ki closing point gap k darmeyan ya gap se pehle hona chaheye. Upside Tasuki gap candlestick pattern trend continuation ka kaam karti hai , is waja se agar ye pattern qeematon k darmeyan me banta hai , to ye k muasar hone k asarat ziada hotw hen . Bullish trend me banne k baad pattern ki confirmation hona zarori hai , is waja se 3rd bearish trend k baad 4th candle ka intezar karna chaheye . Agar pattern k baad 4th candle aik bullish candle banti hai to ye market me buy ki entry ki position hogi . Stop loss k leye pattern k sab se lower area yani 1st candle k open position ko select kare.