Mass index indicator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mass index indicator
    AOA
    INTRODUCTION

    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe Khush rahen aur mahfooz rahe hain forex trading market ka jyada se jyada knowledge hasil karte Rahe Hain aaj ham jis topic per discuss karenge aur main Apne knowledge ko share karunga vah Hai Mass index indicator Ham isko Apne trade mein kaise use Karke ise help Le sakte hain aur kis Tarah Ham isko Apne trading mein use karte hain aur kis level per yah hamen signal provide karta hai aaj Ham iska shortly study karenge Taki iska Idea kuchh na kuchh aap logon ki samajh mein Aaye aur aapka knowledge improve ho index indicator

    DETAILS OF MASS INDICATOR

    Mass index indicator mein bouncing es ka high aur low point approx sem rahata Hai ismein high price major registence ke taur per act karti hai aur low price mein support ki Tarah act karti hai aur market ke inke bich mein hi move Karti rahti hai is market ki type ko Ham horizontal side mein ya ranging market kahate Hain market ko uske choppy behaviour ki vajah se choppy market bhi kahate Hain choppuly market trending market ke opposite hoti hai


    HOW TO USE MASS INTEGRATOR IN SIDEWAYS RANG MARKETS


    Mass index indicator ki value jab 25 se niche Hogi to iska matlab hai ki market side ways trend mein hai ya ranging market mein Hai mas index indecator ki value jab dimnishes hoti hain to iska matlab hai market mein weak trend ka hona hota Hai yani market weak trend mein hai vah trend bullish ho ya bearish ho donon weak Hain

    TRADING WITH MASS INDICATOR

    Market mein agar proper SL aur TP ka use kiya jaaye to aapki success ratio mostly jyada ho jaati hai aur aap sideways moment mein agar is strategy per Amal Karke trading jari rakhe hain to aakhir mein most AP ko profit mein hota Hai is strategy ko practis ki jarurat hai aur isko aap apni trading mein aur sideways trend mein moment ke dauran bhi achcha fayda hasil kar sakte hain aur time ko achcha use kar sakte hain bajay iske ki aapko jyada waite karna pade

اب آن لائن

Working...
X