Best Guide to Ichimoku Kinko Hyo Indicator for Beginners.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best Guide to Ichimoku Kinko Hyo Indicator for Beginners.
    Introduction:


    Ichimoku Kinko Hyo indicator ko aik japanese journalist Goichi Hosoda nay creat kiya tha, wo aik japanese rice factory main composing ka work karta tha wahin pay he is nay aik lambay arasay main is indicator pay mehnat kartay huway iski direction ko creat karnay main success huwa.
    Wo is baat ka nadaza laganay main kamyab ho gaya k kaisay chart pay prices movements karty hain aur kaisay unki direction ko aik achay aur legal tareekay k sath samjhnay main asaani banai ja sakty hai. Aik arasay k baad wo is baat ko samjhnay main kamyab ho gaya k kaisay price supports aur resistance levels k kareeb kis had tak movements karnay main kamyab hoty hain, kaisay unki rejection hoty hain aur kaisay wo breakout main success hoty hain.



    What is the Ichimoku Kinko Hyo?


    Ichimoku Kinko Hyo ya Ichimoku Kinko short aik technical indicator hai jo supports aur resistance levels ko determine karnay main traders ki help karta hai. Is indicator ki 5 lines hoty hain jin say prices ko read kiya jata hai jinko traders tenkan-sen, kijun-sen, senkou span A, senkou span B, and chikou span k name say recognize kartay huway price ki rejection aur breakout ka andaza lagatay hain.


    Ichimoku's key components:


    Ichi moku kinko hyo indicator ko ham darj zail component say recognize kar saktay hain:

    1: Senkou Span A aik 1st leading line hoty hai.
    2: Senkou Span B 2nd line hoty hai jo k aik cloud ko forn karty hai.
    3: Tenkan Sen–line line 3rd line hoty hai jis say returning hoty hai.
    4: Kijun Sen yeh 4rth line hoty hai jisko ham starting line bhi kehtay hain.
    5: Chikou Span-Postponed Line hoty hai.


    Conclusion of the Ichimoku Kinko Hyo Indicator:


    Ichimoku Kinko Hyo aik technical indicator k ilawa aur kuch bhi nai hai, is indicator ki base price theory say start hoty hai aur sath wave theory ka bhi is indicator ko time factor kiya ja sakta hai. Agar is indicator ko ghour say samjha jaye aur isk signals ko follow kiya jaye to is say traders bahut acha benefit hasil kar saktay hain jo k other tehnical indicator ki nisbat say ziada beneficial ho sakta hai. Traders is indicator ko fundamental analysis aur technical analysis k tour pay bhi asaani say use kar saktay hain.



    Click image for larger version

Name:	ichimoc.png
Views:	1
Size:	604.0 کلوبائٹ
ID:	12548165


    Shukrya.

اب آن لائن

Working...
X