Discussion about Difference Between Reversal And Retracement..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion about Difference Between Reversal And Retracement..
    INTRODUCTION:
    Aslam u Alaikum! Dear members i hope ap sab kehriyat sy hon gay, or market main achi earning kar rhy hon gy. Dear agr ap market main kamyabi Hasil karna chahty hain to aapko Hamesha experience k satg kam karna hota hai aur apni learning ko perfect banana hota hai. Tab hi ap kamyabi hasil kar sakte hain.Forex trading mein agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different factor par study karty hain to ap ko bhot zyda advantages available hoty hain.

    WHAT IS REVERSAL:

    Dear Market kay trend ke direction tabdeel hony ka naam Reversal hai. Jabb Reversal bann raha hota hai to market usi same direction main rehny ke janib bharrti hai aur trend ke direction ya simat tabdeel ho jaati hai. Up trend main reversal neechy ke jaanib hotta hai jab kay downtrend main reeversal oper ke janib hoti hai. Aik baat dehyaan joo kay har trader ko rakhna chahey kay trend Reversal ke confirmation kay baad he reeversal pe trade ke jaay. Kun kay reeversal aur retracement main farak ka pata hona bahuut zaroori hai

    WHAT IS RETRACEMENT :

    Dear market Mein Retracement kisse bhee bary trend main aarzi reversals hoti hain, aur Retracement ka matlab yeh hota hai kay market ka trend tabdeel nahi ho raha hai balkay trend kay against aarzi reversal bann rahi hoti hai. Jessa kay neechy de gai tasveer main aap dekh sakte hain kay market up trend main hai aur market thori up movement kay baad down aati hai. Aur kuch percent down aany kay baad matket phir aik baar up jaati hai aur pichly peak point ko cross kar kar agla peak point bannati hai. Aur phir usi tarha down aati hai aur pechly down point say pehly he market upp jana start kar deti hai. Ye saari explanation aap tasveer main dekh sakte hain.

    EXPLANITION:

    DearcJab market ka trend aik khaas direction sy dosri direction mein change hota hy hm is hony wali changing ko Reversal kehty hen. Dosto Reversal ky ban'ny sy pehly market jis taraf move kar rahi hoti hy usi he same direction mein barrhti chali jati hy. market mein koi trend temporary toor par Reversal hota hy to ham isy Retracement ka naam dety hen. Matlab ye ky market ka trend completely toor par change nahin ho raha hota balky market thory time k liye Reversal hoti hy. Es ki tafseel main ap sy chart main share karun ga.
    Click image for larger version

Name:	IMG-20220727-WA0000.jpg
Views:	1
Size:	29.5 کلوبائٹ
ID:	12548099

اب آن لائن

Working...
X