Bid price
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bid price
    AOA
    INTRODUCTION
    Friends kya hal hain aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se ho Jahan Rahe khush rahe aur mahfuj rahe hain agar aap forex trading market mein business karte hain to aapko acchi Tarah open karke achcha profit hasil karna chahie aur iske liye important hai ki aap Kisi bhi per ya commodity per click karna chahte hain to usmein market ka strong analys Karen aapko yah pata chal jata hai ki kahan per humne entry leni hai to is surat mein aap achcha profit hasil kar sakte hain aur analys karna agar Nahin aata ho to blind trait na Karen balki invest karne ko sikhe samjhe aur experience hasil Karen to aap jarur kamyab honge aaj jis topic per main aapse Apne knowledge ko share karna chahta hun vah Hai vid price vid price kya hoti hain aur ham inko trading mein kaise understand karte hain ummid hai aapko aaj ki post bhi Pasand aaegi

    BID PRICE IS WHAT ?

    Bid price ek aisi price hoti hai jo ki hamesha lowest point per hoti hai yah price bahut jyada low level per najar aati Hai jaise ki market mein Euro/USD 1.335 0 Hoti Hai jabki USD /JPY mein iski kimat 99.16 mein Hoti Hai market mein tamam members ko currency pair ki selection karne se pahle market mein acchi tarike se confirm kar lena chahie aur market mein currency pairs ki strongness aur weakness ko dekhte hue hi unko Apne trade ke liye select karna chahie

    Difference between bid and ask price


    BID PRICE

    Metatrader 4 per left side per Jo price aapko show ho rahi hoti hai usko aap bid price ka naam dete Hain yah hamesha minimum price Hoti Hai jab aap market mein Koi bhi commodity ya currency pair sel karte Hain To uske against aapko yah price offer ki ja rahi Hoti Hai jab aap koi bhi trade open karte hain to usmein aapko hamesha is price per aapki values show ho rahi Hoti Hai isko bid price kahan jata hai

    ASK PRICE

    Agar aap market mein kamyab hona chahte Hain To ismein aapko ask price aur bid price ka difference pata hona chahie ask price hamesha matatrader 4 mein maximum price ko kaha jata hai agar aap market mein Koi bhi commodity aur currency pair ko purchase karte hain to uski against hamesha aapko yah price offer ki ja rahi hoti hai jo meta trader 4i right side per show ho rahi hoti hai agar aap market mein kisi bhi commodity ko purchase karte hain to definitly aapko highest price prvid ki ja rahi hoti hai


    SPREAD IN BID AND ASK PRICE



    Forex trading mein bid price aur ask price ka difference jyada hoga to iska matlab yah Hoga ki spreaf kam hai aur jab bid price aur ask price ka difference jyada hoga to iska matlab yah Hoga ki spread high hai traders ko vah hamesha use pair aur commodity mein trade Karni chahie jiska spread kam ho aur iska traders ko yah advantage Hoga ki uska profit margin jyada hota hai aur traders ko chahie ki vah hamesha small spread ko prefer Karen



    MAJOR pairs OFTEN HAVE SMALL SPREAD


    Forex trading mein major player per spread aksar kam hota hai aur traders ko ine per hi trade karne ko prefer karna chahie big spread per karna padta hai aur iska trader ko yah loss hota hai ke Unka profit margin kam se kam ho jata hai yah bhi dekhne mein aaya Hai ki jis pair ka spread kam hota hai uski liquidity bhi high hoti hai aur jis pair aur commodity ka spread high hota Hai iski liquidity bhi kam hoti hai to unko jyada se jyada time lagana lagega aur profit hasil karne mein aur profit ke liye unko bahut waite karna perta so trader ko pahle fursat mein hi small spread trade karna chahey

اب آن لائن

avatar Ayn
Working...
X