Trading on trend line
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading on trend line
    AOA
    INTRODUCTION
    Friends kya haal hai aapke main ummid karta Hun kya aap sab khairiyat se honge aur kuchh bhi honge aur mahfuj bhi honge fore x trading mein strong analysis karte hue acchi trade karen to aapko achcha profit bhi hasil Hoga blind training na Karen kyunki usmein loss hote hain aksar trader jinko market ka analysis karna Nahin aata aur unke pass knowledge aur experience Nahin Hai vah blind trade karte hain aur loss karte Hain aur FIR is karobar ko ya business Ko chhor dete Hain isliye hamen chahie ki Ham is market ke bare mein jitna bhi knowledge ho sake hasil Karen aur demo account ko use karte rahen Taki hamen experience bhi hasil hote Rahe aaj topic per main aapse Apne knowledge ko share karna chahta hun vah Hai trend line trend ine kya hoti hai aur is trend line per Ham kaise trade open kar sakte hain to is per discuss karte hain umeed hai aapko acchi post lagegi aur knowledge mein bhi improvement ho Ga
    DEFINITION OF TREND LINE
    Trend line forex chating mein sabse jyada technical analys ke liye use Kiya jata Hai traders trend ke bagair forex t trading mein trade open nahin kar sakte trend forex trading mein price Ko Kisi ek khas simat mein musalsal move karvati rahti hai jiska follow karna aur uska trading mein use karna bahut jyada important ho jata hai trend ki sabse Badi haisiyat yah hai ki yah Kisi khas simat mein lajmi move karata Hai jisse price hi direction ka andaza lagana aasan hota hai long time frame aur short time frame mein trend ki himmat thodi si mushkil ho sakti hai kyunki long term ke trend mein prices ek wazah simat mein jaati hai trend ki three types Hain
    Click image for larger version

Name:	Trend-Lines-Forex-Lesson.png
Views:	4
Size:	97.4 کلوبائٹ
ID:	12547940
    1 # Bullish trend
    2# Bearish trend
    3# Side ways trend

    BULLISH TREND LINE

    Up trend line price ke bottom point ko milakar banai banate hain ismein market ki price ke support price ko milakar trendline banai jaati Hai yah trend line bottom se top ki taraf tirchi banti hai
    Click image for larger version

Name:	trend-lines.jpg
Views:	1
Size:	52.3 کلوبائٹ
ID:	12547941

    BEARISH TREND LINE


    Down trend line mein market ki price ki top ko milaya jata Hai yah ek kism ki line hoti hai jo ki resistance level ko milate hue banti Hai jab bhi yah train line draw Hoti Hai To yah top se bottom ki taraf tirchi banti hai
    Click image for larger version

Name:	4.eurusd-trend-line-2.png
Views:	1
Size:	5.3 کلوبائٹ
ID:	12547942

    SIDEWAYS TREND LINE

    Sideways trend line ek sidhi lakir ya line hoti hai ya line Hoti Hai jismein prices upward ya downward moment nahin karti is vajah se yah trend line tirchi Nahin banti sideways trend line mein bhi Ham top ya bottom ko dekhkar karte hain lekin price ek makhsos had ya range ke top aur bottom se upar ya niche Nahin jaate
    Click image for larger version

Name:	dotdash_INV_final_Sideways_Market_Sideways_Drift_Jan_2021-01-ae5a330a3cea4ff2801f1d6ab69eb7b7.jpg
Views:	4
Size:	198.5 کلوبائٹ
ID:	12547943

    ​TRADING ON TREND LINE


    Trend per trading sabse aasan is vajah se Hai kyon ke yah forex trading ka sabse simplest method Hai is method ko use Karke use karte hain na to Koi mushkil Hai technical analysis karni padati hai aur na hi fundamental analys se BA Khabar rahana padta hai trading mein trend ko lazmi follow Kiya jata Hai jismein sabse jyada long trem ke trend ki follow karna important aur trend ke mutabik trend ko positive response Deta Hai trend ki simat mein agar bullish ho to use waqt buy entry karne aur Jap ke bearish trend main sell ke trade Karni chahie jab sideways mein trend mein trading se parhez Karen na Karen waite Karen kyunki iski price vahan se simat main Nahin Hoti or aik khas range mein up down Karti rahti Hain
    Click image for larger version

Name:	word-image-97.png
Views:	3
Size:	19.2 کلوبائٹ
ID:	12547944

اب آن لائن

Working...
X