INTRODUCTION
Assalam alaikum dear forum members!umeed karti hun aap sb khair khairiat se hn gy or apki trading bahut achi jaa rahi ho ge.dear members aj ki post main hum trendline ko detail se study karen gy k ye kia hoti ha kaisy bnti ha or esko use kesy kia jata ha analysis or trading main.
Trend line kiya hai?
Dear members forex main jb qeemten aik trf opr ya mechy jaa rahi hoti hain to es direction ko qeemton ka trend kaha jata ha.
or ksi bhi trend main market blkul seedha ni jati bl k thori bahut retracement le k opr nechy ho k jati ha.
eska mtlb ha k market lows or highs bnati ha or in lows or highs ko mila k aik line banti ha jsko trendline kaha jata ha.
dear members jesa k market ki opr or nechy taraf 2 directions hoti hain to estrha trendlines bhi 2 types ki hoti hain : 1)Resisting Trendline
2)Supporting Trendline
In dono types ko nechy tafseel se bayan kia gaya ha.
Resisting trend line Kiya hai:
Trade kesay karain:

- Dear memners jb market main qeemtain nechy ki trf jaa rahi hoti hain to market lower highs or lower lows bnati hai.
- or agr highs ko highs se milaya jay to aik trendline banti ha jo k falling trendline hoti ha or esko resisting trendline kaha jata ha.
- or ye market ko opr nklny se rokti ha jb tk market es trendline ko follow karti ha to market downtrend main rhti hai.
Trade kesay karain:
- Dear members es main market uptrend main hoti ha to hum srf buy ki entries hi lety hain.
- jb market nechy aa k supporting line ko touch karti ha to yahan se rejection k bad hum buy ki trade letyy hain or hmara stop loss es trendline k nechy hota ha.