Momentum indecator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Momentum indecator
    AOA
    INTRODUCTION

    Friends kya hal hain aapki ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan rahen Khush rahen aur mahfuj rahe forex market ka knowledge jyada se jyada hasil karne ki koshish karen agar aapane future mein kamyab hona hai bahut se log forx market mein Loss kar kar chhod Kar chale gaye hain kyunki unke pass market ka experience aur knowledge na hone ke barabar tha agar aap logon ne loss se bachana hai to aapko knowledge hasil karna hoga aur apne experience ko improve karna hoga aap use waqt acche trader Ban sakte hain jab aap expert analyst bhi ho kyunki Kisi bhi market mein trading karne se pahle use market ka strong Kiya jata hai analys karne se hamen market mein achcha entry point milta Hai aur use analys ke mutabik jab Ham market mein entry layte Hain To hamari trade profitable hoti hai aur ham achcha profit hasil karte Hain aaj aapke liye Jo topic choose Kiya Hai vah hai momentum indicator is integrated se hamen kaise sell ya buy ka signal milta hai aur ham apni trade ko profitable banate hain is per discuss karte Hain main Apne knowledge ko share karunga aur ummid hai aapke knowledge mein bhi improvement Hogi

    DEFINITION OF MOMENTUM INDICATOR

    Forex trading mein momentum Kisi bhi trading ki price ke up aur down ke rate ko calculate karta Hai forex trading mein RSI aur MACD commonly used momentum indicator hai aur buz time kya momentum ke name se hi ek agla indicator bhi maujud hota Hai momentum integrator ek line ke gird ghumta hai jaise signal line kaha jata hai market up trend mein ho aur MACD signal line se upar ho to yah strong up trend ki indication karta hai aise Hi agar MACD signal line se niche ho aur market indication hota Hai ki market down trend mein ho to yah strong down trend ki indication karta hai ya commodity ko buy/ sell karne ke liye technical analysis karte hain technical analysis mein traders market price ki momentum ko samjhnay ky price chart ko read karte hain kyunki price chart pattern mein changes momentum aur price ke trend mein change ho accuracy ke sath identify karta Hai indicator currency per aur commodities ke price chart mein market price chart main ki momentum ko track Karke entry aur trade exit level ko identify Karke deta hai
    Click image for larger version

Name:	h0uemmoj0tp.jpg
Views:	4
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12547763








    HOW TO TRADE USING MOMENTUM INTEGRATOR


    Agar aap momentum ko use Karke trading karna chahte hain to aapko chahie ki 2 momentum indicators ko use Karen jaise ke RSI & MACD integrated aapko entry point aur trend ki weakness aur strength bataega jab ke dusre se aap trend ki continuous ya reversal ke bare mein information de sakte hain momentum line ki upper and down ke taur per kam karna chahie aur iske upri aur niche ke sath horizontal line khinch sakte hain yah momentum line level tak pahunch jaati Hai To yah is baat ki nishan dehi hai kar rahi hai ki currency ko jo jyada kharidega jyada Fark ke Sath Hai
    Click image for larger version

Name:	MomentumSP-aefe86c8fb43481280ac10acda06c8c2.jpg
Views:	1
Size:	73.3 کلوبائٹ
ID:	12547761

اب آن لائن

Working...
X