Zig Zag Trading Indicator ka tafseeli Jaizah

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zig Zag Trading Indicator ka tafseeli Jaizah
    Zigzag Indicator ka Tauraf
    Zigzag indicator forex trading kay liye meta dealer main use hony wala aik technical device hay jo technical analysis kay liye primarily use kia jata hay. Yeh indicator basically modern fashion foremost reversal ka signal daita hay jo dealer ko current trades say go out and destiny predictions kay liye help karta hay. Trend ki converting ko degree and become aware of karny kay liye zigzag indicator important percentage use hoti hay. Percent say yeh pata chalta hay keh current fashion predominant kitni trade a rahi hay aur mazeed kitni possible hay.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	28
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12547628
    Technical Analysis Trading Strategy with Indicators:
    Yeh analysis bhe ap ko bohat help karti hay, is may ap ko market ki history say madad milti hay, is ki bohat sari branches hain, jaisa keh pin bars, chart patterns, channels, indicators, elliot wave etc. Thora mushkil hay fundamental k muqablay may, lakin agar is ko ap log samajh jao to phir bohat asani ho jaye gi ap logo ko trading karnay may aur market ko analyze karnay may. is ka mukhtasir yeh bata do keh ap 2 indicators ki madad say bhe technical analysis kar saktay ho, ap trend line ki madad say bhe analyze kar saktay ho, fibonacci tools say bhe, chart patterns, (wedges, triangles, harmonic, double top, double bottom, head and shoulder, inverse head and shoulder wagaira) in say bhe kar saktay ho, elliot wave ki madad say ap expected next wave ka pata kartay ho, yani pehlay ki teen waves ko dekh kar forth wave ka tayun karna, mujhay lag raha hay k bohat ziada ho gai, itna hazam nahi hoga, is lye post ko yahi par khatam kar dayta ho, lakin umeed yehi karta ho keh ap log learning zaroor karo gay.
    Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	2
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12547629
    Adding ZigZag Indicator Metatrader
    Metatrader mein Zig Zag indicator shamell karna entahai asaan hey jaisa he indicator ka pehlay he platform bana ja choka hey tamam trader ko bas insert par click karnay ke zaroorat hote hey menu ke taraf down ke taraf draw karen or phir aglay zaile menu mein custom par jain or phir serf Zig Zag indicator par click karen es mokay par aik dialog box indicate ho ga jo trader ko mamoll kay motabaik rang mein paera meter mein tabdel karnay ke ejazat dayta hey humaray input tab par attention daynay kay ley important cheez hey ager price 5% down hote hey to zigzag line ko down hota dekhai dayta hey jo keh es bat nomaindge karta hey keh trend hakekaat mein tabdel ho geya hey
    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	7
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12547630

اب آن لائن

Working...
X