Forex market main trading karnay k liye beginner traders experts traders say is baat ka perfect knowledge hasil kartay hain k kab market main kitna risk laitay huway entry lainay main sahi faida hasil kiya ja sakta hai. Market ki sahi entry aur exit k liye agar trend ki confirmationa ka andaza perfect ho jaye to traders ka market ko samjhna aur is main risk laina asaan ho jata hai, trends ko smajhnay k liye kuch aisay rules ko follow karna hota hai jin say is mushkil ko asaan banaya ja sakta hai. Trneds ko fined karnay aur isay follow karnay k sath sath agar traders fundamentally news ko bhi sath follow kartay hain to tab bhi unki is mushkil ka solution asaani say nikal sakta hai.
Aj ki is post main ham kuch trendline trading starategy k baray main discuss karty hain jisko follow karnay say market chart ko samjhnay main asaani bhi hoge, aur hope ki ja sakty hai k traders market say acha benefit hasil karnay main bhi successfull hongay.
![Click image for larger version
Name: 1.png
Views: 1
Size: 44.8 کلوبائٹ
ID: 12547559](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12547559&d=1658592155)
How to draw the trendline:
Market chart pay trendline trading strategy k sath trading karnay k liye yeh requirement zaruri hai k trendline ka price ko 2 bar test karnay zaruri hai, laikin us say bhi zarur yeh hota hai k jab tak price trendline ko 3rd bar test nai karty hai market main kisi surat main bhi entry laina kisi mistake say kam nai hai.
Agar ham kisi big time frame k sath market chart pay trading kar rahay hain to tab aik trend line significent hai, otherwise small time frame k sath aik trend line k signal ko follow karna bahut barri mistake hoty hai jiska result traders kabhi bhi positive hasil nai kar saktay hain.
Agar price trend line ko sell ya buy breakout main success hoty hai to usk baad traders k liye yeh bhi zaruri hota hai k price k rejectiona ka wait karain jab tak price again same place say test k baad declined nai hoty hai tab tak market main entry laina bay bunyaad hai.
![Click image for larger version
Name: 2.png
Views: 1
Size: 162.6 کلوبائٹ
ID: 12547560](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12547560&d=1658592793)
Trend Continuation:
Jab traders market chart pay price k trend ko continues hotay huway daikhtay hain tab unko aik aisay point, aik aisay plateform ki talaash hoty hai jahan say wo market main entr ho jayen. Market main entry aur aisay point ko search karnay k liye sab say best cheez technical tools hotay hain, jin say traders market ki sahi direction ko smajhtay huway us main entr ho jatay hain. Trendline aik aisa tool hai jisko agar follow kiya jaye to iska sahi tareeka yeh hota hai k jab price fall hoty hai to usk trend sath price ka 2 baar test karna zaruri hota hai aur jab tak price 3rd baar test nai karty hai tab tak tradrs ko iski koi confirmations hasil nai ho skaty hai aur na he chart pay perfect entry ka milna possible hota hai is liye lazmi hai k trendline ki price ko confirm kar liya jaye.
![Click image for larger version
Name: 3.png
Views: 1
Size: 800.1 کلوبائٹ
ID: 12547561](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12547561&d=1658593263)
Shukrya.