Analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis
    Analysis:




    Kisy be trade sy phlye market ko analysis karna bhot he zaroori hota hai aAnkhe band karke trade Toh open nahi ki jaa sakti.For Example Ap GBP/USD ki trade karna chaa rhye hain.Apko Isko Sell karna chatye han.Iss sy pehle aap apne aap se puchte hain k chart kiya bata raha han?Market Uper jaa rhye han yeh Necha?Market Trend main han Yeh side main?Yeh market main koi asy News to nahin hain Jis sy market main effect par sakta hain?Inn sab cheezo ki checking ki analysis karta hain.Analysis ki 3 types hot han.




    1-Fundamental Analysis
    2-Technical Analysis
    3-Sentimental Analysis

    Aam traders k liye pehle 2 analysis maqbool han jabka 3rd bahut he zada Expert traders use karte hai.Hum phlye 2 analysis kah bar bar tafseelan zekar karye gye.




    Technical Analysis:

    Technical Analysis aik FrameWork hota han jis main traders prices ki harkaat kah jaiza lata han.Technical Analysis Main sub sy phly zehnaan main aati han woh charts hota han iss main chart sy ba asani andaz hota han k yeh maazi qareeb main prices kise level per thi ab kis level per han.Price uper jaa rhye han yeh necha.market trend main han Yeh side per harkat kar rhye han.

















    Yaha Yeh bat dilchasbi sy hali nahi k aik he chart ko different traders different andaaz se dekhte hain.aik hain chart per traders karne walye kuch traders fida utha rhye hota han jab k Kuch traders nuqsaan utha rhye hota han.

    Price movement ko mazeed waziya karna k lya Indicators charts main load kiya jatye han inn kah zikaar bad main aye ga.Market trading time frame for Example” Daily yeh 4 hour main dekha jata han.








    Fundamental Analysis:





    Fundamental Analysis main kise be currency k mulki seyaasi aqdaadi halaaat ko madye nazar rakha jata han,Q k yeh Factors Kise be currency ki mazbooti yeh kamzoori kah baheez banti han or prices ki Up down movement kah baheez banti han.Rozana kisy na kisy Mulaak k iss nahwyaat k alan hota rahta han.Forex ki different websites per inn kah alan kah week kah schedule majood hota han iss calendar kehte hain.Sab sy maraaf website ************.com han iss main Calendar k Tag ko click kare toh kahiye days kah schedule samne aa jata hain.

اب آن لائن

Working...
X