Head & Shoulders Pattern for technical analysis.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Head & Shoulders Pattern for technical analysis.
    Assalamu alaikum dear Pakistan forex forum members dear forex market Mein hum jab kaam kar rahe hote Hain to ismein Ham dekhte hain ki hamen bahut hi acche tarike se soch samajh Kar market Mein trade karna hoti hai agar Ham forex market Mein Apne analysis ko acche tarike se perform karenge aur market ko Ham time denge to hamen isase bahut jyada fayda hoga jo log forex market Mein kam karte hain vah isase achcha profit Le sakte hain agar kamyabi hasil karni hai to forex market Mein apna knowledge increase Karen aur market ko jyada se jyada time de to kamyabi milegi.

    HEAD AND SHOULDERS PATTERN: dear forex market mein hum Dekh rahe hote Hain ki jab ham ismein technical analysis ko perform karte hain to ismein hamare pass bahut jyada candlesticks ki madad se patterns ban rahe hote hain jinmen se ek bahut hi jyada famous had and shoulder pattern Hota hai jiski madad se ham market mein reversal trend aur continuation trend ko dekh sakte hain ismein market agar upar ki jaane move kar rahi ho ki to market ek apna highest point banaegi Uske bad market niche aaegi aur next move mein market wave ki shakal mein use highest point ko break Karke ek apna head banaegi aur iske sath market dobara niche aaegi aur pahle high point ke barabar market dobara se apna ek bhai banaegi jiski madad se hamare pass ek Head and shoulder pattern complete ho jaega iski net line ke break out ke bad hamare pass ek trade banti hai jisse ham apna profile le sakte hain.
    Click image for larger version

Name:	images (22).png
Views:	26
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12545507

    TRADING WITH THIS PATTERN: dear forex market mein Head and shoulder pattern per kis Tarah se trade ki jati hai is per main aapko ek guide line deta hun aur apna experience share karta hun.
    RIGHT SHOULDER
    HEAD
    LEFT SHOULDER
    NECKLINE
    Dear aapke pass jab yah above chijen complete ho jaayengi to aapke pass ek Head and shoulder pattern complete ho jaega.

    MARKET TREND: dear is pattern per trade karne ke liye sabse pahle aapko market ki trend ko dekhna hote hain aur Market ke trend ko dekhne ke bad aapane market ki current position ko dekhna hote hain ismein aap dekhte hain ki aapane market ke resistance per yah pattern ban raha hai ya fir market ke support per yah pattern ban raha hai is Tarah aapane market ke trend ko confirm karne ke bad is per trade karna hoti hai.

    NECKLINE BREAKOUT & RETEST: DEAR is pattern ki jo aapke pass sabse men neckline Hoti hai iske break out ke bad aapane is per trade karna hoti hai aur yah aapko mukmmal trade use waqt Banti hai jab market ko dobara se re test Karti hai Nek Line ki retest per aapka sabse pahle market mein trade enter Hoti hai jiska aap apni Marji se take profit laga sakte hain.

    TAKE PROFIT: dear market mein trade enter karne ke bad uska next step market mein aapki take profit hote hain kyunki jab aap market mein koi bhi trade lagate Hain to uska take profit lagana bahut jyada jaruri hoti hai isliye aapko market mein apna take profit lagana chahie aur is bar Head and shoulder pattern per aapka next Jo take profit hota hai vah market ke next support hoti hai ya FIR head aur shoulder ke darmiyan jo neckline hoti hai iska fasla dekhkar aap apni market mein itne point ka take profit laga sakte hain.

    STOP LOSS: dear jab aap is market mein koi bhi trade lagate Hain to aapko sabse pahle apni trade ke sath stop loss lagana hote hain Head and shoulder pattern per bhi agar aapane trade lagani hai to iske liye aapka stop loss lagana bahut jyada jaruri hai head at your trip pattern per trade karte waqt aapka stop loss market ke shoulders ke upar aata hai jo ki bahut mushkil se market usko hit karti hai aapka jyadatar take profit hai to Hota hai.

اب آن لائن

Working...
X