Importance of technical indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of technical indicator
    AOA
    INTRODUCTION

    Friends kya haal hai aapke ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan rahen khush rahe aur mahfuz rahe hain agar aap forex trading mein business karte Hain To Apne business per focus Karen aur apne knowledge ko improve Karen kyunki jitna aapke pass forex trading market ka knowledge Hoga aap utna jyada profit hasil kar sakte hain aap acche trader Ban sakte hain kyunki yah complicated market Hai har lamha prices change hoti rahti Hain aur expert rader hamesha apni trade open karne se pahle jis market mein vah entry Lena chahte Hain pahle use market ka strong analys karte Hain aur apne strong analysis sey market mein achcha entry point talash karte hain aur phere Apne trade open karte hain aur achcha profit hasil karte Hain aaj aapke liye Jo topic choose kya hai vah Hai technical analysIs technical analysis karne ke liye hamen kaun se tools ke jarurat hoti hai aur technical analys kaise bhi market ka kaise kiya jata hai kyunki is technical analys ke bagair agar aap entry karte Hain To usko Ham blind business ya blind trading kah sakte hain usmein aap jyada loss kar sakte hain aur jo expert analys karte hain market ka vah hamesha achcha profit hasil karte Hain To chalte Hain Apne topic technical analysis per aur dekhte hain ki technical analysis kaise kiya jata hai ummid hai aapko Pasand bhi aaega aur aapka knowledge bhi improve hoga

    TECHNICAL ANALYSIS

    Technical analysis ek aisa trading discipline hai jo ki investment ko evaluate karney KY ly kia jata hai trading activities say trend ko gather Karke trading opportunity ka analyze kya jata hai
    Click image for larger version

Name:	USES-OF-TECHNICAL-INDICATORS111.png
Views:	4
Size:	512.5 کلوبائٹ
ID:	12545298

    Indicator of technical analysis

    1 # price trend

    2 # chart pattern

    3 # volume and momentum indicator

    4 # oscillator indicator

    5 # moving average indicator

    6 # sport and resistance level

    DETAILS OF TECHNICAL INDICATOR


    Technical market mein technical analys bahut jyada important hai technical alliance security ki price momentum ko dekhta hai aur is data ko use Karke future price moment ki prediction karta hai technical analysis company ki financial statement ko analys nahin karta stock price mein sari relevant information Hoti Hai investor stock short ko dekhta ko dekhta hai ko dekh kar price ko head karta Hai fundamental analys long term approach Hai technical analysis short term approach hai
    Click image for larger version

Name:	technical-analysis.jpg
Views:	38
Size:	28.9 کلوبائٹ
ID:	12545299

    LIMITATION OF TECHNICAL INDICATOR


    Aksar occasion per mixed signals hote Hain two different indicators contradictory information provide karte Hain 1 indicator buy ka signal deta hai aur dusra sell trading decision mein confuse hota Hai ine short donon analysis bahut jyada market mein matter karte hain inke complete understanding bahut important hoti hai

اب آن لائن

Working...
X