Introduction
Assalam O Alaikum
Jab ap market main kam karty hain to es main ap ko different factor par study karna hoti hai Jab ap achi tara learn kar lety hain to es main ap ko bhot zyada advantages available hoty hain.Aaj main aapko Gann Line and ki kuch valuable information explain krna chahti Hun, Jo aapki trading ko effective bana sakhty Hain jis par amal kar ke bahtar nataij hasil karn mumkin hoga too ayye detail ke sath discuss karte hain
Under Discussion Points
1 Gann Line Kise Kahte Hain
2 Gann Line Developer
3 How To Draw Gann Line
4 How To Trade With Gann Linee
Gann Line Kise Kahte Hain
Dear Jab aap market mein aik specific point sa 45 degree ki different connecting series of line ko draw krty Hain, or is Techniques ki basis per apni trading activities complete krty Hain, tu isko GANN Line kaha jata hai
Gann Line Developer
Dosto Gann Line system ko W.D Gann na develop Kia tha. Ismein 45 degree Kay sath sath support level aur resistance level Kay liye bhi kuch levels available hoti Hain, liken sb sa zyda strong level 45 degree hi hota hai.
How To Draw Gann Line
Jab aap Gann Line ko draw krna chahty Hain, tu aap isko hamesha aik strong downtrend Kay end pa lower point sa bullish side per 45 degree pa draw Kar sakhty Hain. Jab tak prices is Gann line sa uper rahin get, aap ko buying trade hold rakhni hai. Ya agar down level main kisi other degree sa uper uthti hai, us per bhi aap entry la sakhty Hain.
How To Trade With Gann Linee
Gann Line ko properly study kar Kay aap effective trading kar sakhty Hain. Jab aap different line draw Kar laty Hain, tu enk breakout per aapko achi Trading possibilities mil rahi hoti hain.