Inverter hammer candlestick

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Inverter hammer candlestick
    Hammer candlestick

    candle stuck charting mein hathora qeemat ka aik namona hai jo is waqt hota hai jab koi security –apne khilnay se numaya tor par kam tijarat karti hai, lekin iftitahi qeemat ke qareeb band honay ki muddat mein reliyan hoti hai. yeh namona hathoray ki shakal ki shama daan banata hai, jis mein nichala saya haqeeqi jism ke size se kam az kam dugna hota hai. candle stuck ka body khuli aur band honay wali qeematon ke darmiyan farq ki numaindagi karta hai, jabkay saya is muddat ke liye ziyada aur kam qeematon ko zahir karta hai. hathoray baichnay walay ki janib se mumkina tor par aik nichale hissay ki tashkeel ka ishara dete hain, is ke sath qeemat mein izafay ke sath mumkina ulat jane ki nishandahi hoti hai. qeemat ki simt mein. yeh sab aik hi muddat ke douran hota hai, jahan qeemat khilnay ke baad girty hai lekin phir khilnay wali qeemat ke qareeb band honay ke liye dobarah group ban jati hai. hathoray ziyada mo-asar hotay hain jab un ke agay kam az kam teen ya is se ziyada girty hui mom batian hoti hain. girty hui mom batii woh hoti hai jo band honay wali mom batii se pehlay band hoti hai .

    Inverter hammer candlestick

    inverted hammer candlestick formation bunyadi tor par davn trindz ke nichale hissay mein hoti hai aur yeh mumkina taizi ke ulat patteren ki warning ke tor par kaam kar sakti hai. inverted hammer patteren ke baad aglay din kya hota hai jo taajiron ko andaza deta hai ke aaya qeematein ziyada hon gi ya kam. inverted hammer neechay ke rujhan ke baad taizi ke ulat jane ka ishara hai. yeh taajiron ko batata hai ke bail ab girty hui qeematon par stock kharidne ke liye tayyar hain. kami ke baad market mein kharidaron ki janib se stock ki qeematein badhaane ka dabao hai. yeh market mein farokht knndgan se bahar niklny ko kehta hai kyunkay woh taizi se tabdeel ho satke hain aur kharidaron se kehta hai ke woh apni kharidari ki position mein daakhil ho jayen kyunkay taizi ka rujhan shuru honay wala hai. lekin yaad rakhen ke dosray takneeki isharay ke sath is signal ki tasdeeq karen kyunkay yeh baaz auqaat signal gir sakta hai. aap taizi ke rujhan ke aaghaz ki tasdeeq ke liye aglay tijarti din ka bhi intzaar kar satke hain. agar aglay tijarti session mein iftitahi qeemat ulti himr candle stuck ki ikhtitami qeemat se ziyada hai to aap khareed position mein daakhil ho satke hain .

    Green vs red inverter hammer candlestick

    jab kam aur khulay aik jaisay hotay hain, to aik taiz, sabz ulti hui hathori candle stuck banti hai aur usay is se ziyada mazboot blush nishaan samjha jata hai jab kam aur band aik jaisay hotay hain ( aik surkh ulta hathora ) .


  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Inverter hammer candlestick

    Asslam.u.Aliakum Dosto...

    Dear members forex trading me trader price cchsrt ko read krta hai.
    Price chart markt price ki movement ki accuracy k sth identify krti ha. Markt price chart me trade entry e trade exit ko correctly identify krny k ly Candlestick pattern bht important technical tools me se ek tool hai.

    Inverted Hammer Candle:

    Inverted Hammer candle "Inverted Umbrella Candle" family ki ek candle hai, jo k prices k downtrend ya lower side par paye jatti hai. Inverted Hammer candle ki banne ki wajja ye hotti hai, k bearish trend k baad qeematen bearish trend ko khtam karne k chakkar main temporary upward par challi to jatti hai, lekin wo is tasalsul timeframe k duration k khatme tak barqarrar nahi rakh patti hai, jis ki waja se candle k upper side par aik bara "tail" "shadow" ya "wick" ban jatti hai. Inverted hammer candle main shadow candle k body k upper side pe bantta hai, jab k normal "Hammer Candle" main shadow candle k body k lower side par hotta hai. Candle k shadow upward honne ki wajja se candle ki shap "ulatt hathore (hammer)" jaise dekhaye detti hai. Click image for larger version

Name:	images (69).png
Views:	49
Size:	21.1 کلوبائٹ
ID:	12408610

    Identification Of Inverted Hammer Candlestick:

    Dear members inverted hammer Candlestick pattern eik single candle pr mushtamil hota hai. Ais pattern me small real body bullish/bearish Ki candle bnti hai. Jis ka upper wick long hoti hs r lower wick smaller ya phr zero hoti hai.
    Upper long wick price rejection btata hai. Ya candle sallers k pressure k khtam hony ka btata ha aor is me buyer ki entry btata hai. Ais candle k bd next candle ka lzmi wait krna chahiye. Click image for larger version

Name:	images (70).png
Views:	26
Size:	4.3 کلوبائٹ
ID:	12408611

    Explanation Of Inverted Hammer Candlestick:

    Inverted Hammer candle aik bullish trend reversal pattern ka kaam karti hai agar ye candle low prices area ya bearish trend me banti hai to. Pattern ka shadow upper side par jab k real body bullish ya bearish honi chaheye. Ye pattern shap me same hanging man candle jaisa hi hai, lekin dono me position ka difference paya jata hai. Agar ye candle bullish trend ya high price area me banti hai, jis ka shadow nechle side pe hota hai, to ye aik shooting star candle kehlayegi.

    Trading With Inverted Hammer Candlestick:

    Inverted Hammer candle par trading k leye confirmation candle ka hona zarrori hai, q k ye candle aik single pattern par mushtamil hai. Candle k baad white candle bullish trend confirmation ka kaam karti hai, jess par market me buy key entry ki ja sakti hai. Pattern k leye stop loss ka istemal zarorri hai, qeon keh bagher stop loss k pattern par trading riski hai. Stop loss ki position candle k real body ka lower end hoga. Click image for larger version

Name:	images (54).jpeg
Views:	5
Size:	18.4 کلوبائٹ
ID:	12408612
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Inverter hammer candlestick

      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	19
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12408620
      Hammer candle aik aisy candle pattern hain joh humain market main up trend move hona kah bata hain jab market full down hoti hain toh tabhi aik aik aisa point ata hain jaha sy market ny up side move karna hota ha usko hum hammer candle be bolta hain joh k bhot he zada importance hain forex k liya. inverted hammer candle candle patten ko trend change ya reversal patternpattern bhe kah sktu hnjo ssell trend trend ko bubuy trend mein change kkar deta hy ye candle candle pattern serf. ik candle pattern per he hota hy jo real budy sell/ buy hote hy jrs ke uprt wick lambi hote hn or length mein real budy ke double hote hy or nechy wali wick zero hote hy ya boht small oper wali wick. Price rejectipn ka signal dety hy ye candle pattern buyer or seller kar dermiyan confusion ka batata hy rs ly trader ko apne trading ke ly next buy candle banna ka wait karna zarore hy.
      Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	5
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12408621
      Trading with inverted Hammer Candlestick pattern:

      Yah pattern ap ko aik buht achi buying entry daita hai. yah aik buht strong aur acha trend ko change krny wala pattern show krta hai. Inverted hammer, tab storng hota hai jab support level k pass hi strong hota hai. Trading krty wakt risk to reward ratio aur emotional discipline ko zaror follow krna chaiy. Ap jab bi trade open krty wakt stop loss zaror lagain. Kabi bi single candle ki base per k trade nai krni chaiy. Hamesha aik aur confirmation k bad trade kr k ap loss say bach sakty hain. Aur profit Hasil kr sakty hain.Inverted hammer candlestick pattern Mein complete hone ke bad Nek candle bullish ki banti hai to trader ko buy ki Trade active krni cahey.Account ko trade ke doran save rakhne ke liye stop loss ka use karna bahut jaruri hai isliye stop-loss ko inverter hammer candlestick patterns ke 10 pip niche place Karen.Our Take Profit ko resistance level pr Tp1, Tp2, Tp3 kr kay place kryn.
      Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	33
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12408622

      اب آن لائن

      Working...
      X