trend line strategy kea h0ti ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trend line strategy kea h0ti ha
    trend line strategy

    members trend line strategy different type ki hoti ha pahly tu ap apna mind set krty han or dosra trade ki market place ko open lr le ap ek strategy ready krty ha
    pher ja ke ap koi trade le skty han icki b kafi types hoti ha or iccki pattern sheet nechy di gae han
    Click image for larger version

Name:	images (8).png
Views:	10
Size:	21.3 کلوبائٹ
ID:	12544970

    I will share my knowledge on this very important topic,tradeline ko follow karna bahut hi simple hai aapane koi bhi time translate karna hai jismein aapane trendline draw karni hai aap timeframe flat Karen Uske bad jitni bhi hote hain aur distance hai uske upar aap line draw Karenge to aapko Pata chalega ki trend aap hai ya down hai aur Agar use Line Ko Ek Bar cross kar Jata Hai To fir use trendline mein main aap apna achha trade nikal sakte hain.

    Trend line actually hmain 4 topic ko smjhny main help karti hai jis main se yah hain.
    1: market oper hai tu trend hmaisha nechy lgti hai jis main trend line bullish ko represent karti hai.
    2: jub market down main hoti hai tu market hmain down trend k sath bearish main jati hain.
    3: market aghr bullish hai tu hmain buy ki tarde lgana hoti hai.
    4: market aghr bearsih hai tu hmain sell ki trade lani hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (9).png
Views:	2
Size:	42.0 کلوبائٹ
ID:	12544971
    {NOTE}
    dear forex mamber forex main apny trend ko apna friend smjhty howe use karen or hmaisha main trend ko follow karen aghr ap main trend ko follow karengy or jo day trading main tredn chal rha hai osi ki tarde find out karen aghr ap forex main acha profit len.Trend lines ko follow kernay ka tareeka bilkul bhi mushkil nahi hai aur yeh bohat asaan tareeka hota hai kay jaha pay koi trend bann raha ho waha pay position open ker li jaey aur uss kay saath stop loss aur take profit ko set Ker Lia jaey. Iss Tarah achi trading ki jaa sakti hai aur apni earnings mai izafa kia jaa sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trend line strategy kea h0ti ha

    Salam traders.
    Umeed hai sb forex traders kheriat sy hon gy or khoob profits earn kr rhy hon gy.
    Aj mein apko trend line about knowledge share krna chahun ga.
    Trend three types k hoty hain.
    Uptrend
    Downtrend
    Sideways trend

    Uptrend mein market higher high bnati hui upar ki trf ja rhi Hoti hai.
    Downtrend mein market hamesha lower low bnati hui neechy ki trf ja rhi Hoti hai.
    Or sideways trend mein market hamesha support or resistance k drmiyaan mein movement
    Kr rhi Hoti hai.
    Or isi ko dekh k trendline lgai jati hai.
    Ye bht simple strategy hai or is py work kr k bht acha profit gain kia ja skta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: trend line strategy kea h0ti ha

      What is trend line
      Dear members aj bat kartyy hai trend line Kiya Hoti hai market kisei trf movement Karti hai ousy trend kehty hai kabi market zaida movement Karti hai kabi kam ya dehka jata market kis trend main movement kar rahi hai our next price action ky mutbeeq markeet kidr or movement kar skti hai
      Follow market trend
      Dear market ko anlyiss karty rhna chiye market kkabi kabi aisa trend bana deti hai ap easily market Sy profit nikl skty hai All the time market aachi condition main ni Hoti market main achi trad lagny ky liye market ko analysis karna impimportan hota hai ..
      :

      Trendline trading main aap trend ko identify karte hain uske baad aap us trend ko line ki soorat mein clear karte hain k trend kon sa ha aur trend ki boundaries per line lagate hain aur us line ke zariye aap trading karte hain. Jaise hai woh line market break karti hai toh aap ko pata chal jata hai K trend khatam ho gaya hai aur ab trend change ho sakta hai. Es se aapko market mein enter or exit hone ka pata chal jata ha.
      Trend 3 tarah ke hote hain
      1. UpTrend
      2. DownTrend
      3. Sideways Trend

      1. UpTrend :
      Uptrend main market Upar ki taraf move karti hai aur jab down aati hai to trendline ko touch karke wapas chali Jati hai. Jaisa ke main ny neechy picture mein dikhaya haiStrategy
      منسلک شدہ فائلیں

      اب آن لائن

      Working...
      X