Forex trading k mt4 ya mt5 platform me Gann Line k indication is bat se hoti hai k market ki trend line market price ki top se aik 45 degree pe line khenchte hen. Is se market ki downtrend show hoti hai jo k 45 degree k hisab de downside pe move kar rahi hoti hai. Gann Line ko one to one (1x1) bhi kaha jata hai, jis ka matlab hai k market me aik price k changing aik unit k time se ho rahi hai. Market me ye trend aam tawar par bohut ziada dekha jata hai jab bhi market me supply ka ratio demand ki nisabt ahista ahista ziada hota hai aur is waja se market me down trend chalti hai.Jab aap market mein aik specific point sa 45 degree ki different connecting series of line ko draw krty Hain, or is Techniques ki basis per apni trading activities complete krty Hain, tu isko GANN Line kaha jata hai
(a) GANN Fins
(b) GANN Grid Lines
![Click image for larger version
Name: download.png
Views: 1
Size: 11.4 کلوبائٹ
ID: 12544871](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12544871&d=1657931834)
How to Draw Gann Line
Dear members Jab aap Gann Line ko draw krna chahaty Hain, tu aap isko hamesha aik strong downtrend Kay end pa lower point sa bullish side per 45 degree pa draw Kar sakhty Hain. Jab tak prices is Gann line sa uper rahin get, aap ko buying trade hold rakhni hai. Ya agar down level main kisi other degree sa uper uthti hai, us per bhi aap entry la sakhty Hain.
![Click image for larger version
Name: download (1).png
Views: 1
Size: 12.5 کلوبائٹ
ID: 12544872](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12544872&d=1657931843)
Gann Line ka basic theme
Respected members is system ko W.D Gann ny develop Kia tha. Is mein 45 degree kay sath sath support level aur resistance level kay liye bhi kuch levels available hoty Hain, jaisa kh sb sa zyda strong level 45 degree hi hota hai.
GANN Fan Trading Technique :
Dear Definitely Gann Line ko properly study kar Kay aap effective trading kar saktay Hain. Jab aap different line draw Kar laty Hain, tu enk breakout per aapko achi Trading possibilities mil rahi hoti hain. Jo aapko Gann Line concept ko understand krny Kay liye acchi guidelines provide kar sakhti hai.Gann line sey aap support or resistance ka shai sey andaza laga skte hhein.Umeed he is sey apko kaafi had tak Gann line k barey me information mili hogi.Nechy di gai picturesy ap dekh sakhty hain k Gann Line kis trha sy trading strategy show krta hai.