Technically Analysis & Fundamental Analysis Kai Hoty Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technically Analysis & Fundamental Analysis Kai Hoty Hain?
    Assalamu Alaikum dear friends ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aur form per acchi tarike se kam kar rahe Honge market Mein kam karne ke liye aapke pass bahut sari information honi chahie tab aap is market Mein acchi tarike se kam kar sakte hain aise hi main aaj aapke liye ek new topic Lekar hajir Hua hun jismein aapke sath mein Fark se related Kuchh information share Karunga agar aap is post ko read karte hain to aapko isase Kafi Jyada help mil Jayegi jitne bhi new users is form per kam kar rahe hain unhen meri post se Kafi Jyada help mil Jayegi.

    Technically Analysis:

    Dear friends forex market Mein kam karne ke liye aapko sabse pahle analysis karne hote hain agar aap is market Mein technical analysis Ki Baat karen to aapko Apne chart ke upar Dekh Kar trading Karni hoti hai ismein aapke pass different candlestick patterns aur chart patterns Ban Rahe hote hain jinhen Dekhkar Ham is market mein trading kar sakte hain market mein aapko trade Lagane se pahle technical analysis ki jarurat padati hai jismein aap market ki current resistance ya support level ko dekhte hain iske sath aap market Mein Koi trend line Lagate Hain jisse aapko market ki next movement Ka Pata Chal jata hai aur aap is market Mein trade Laga sakte hain technical analysis ke liye aapko sirf candles dekhni hoti hai aur aapko market ki movement Ka Pata Chalta Hai market job Koi movement karna start Karti Hai To usse pahle Jo candles banaa Rahi Hoti Hai vah Hamen indication de rahi hoti hain isliye Hamen market Mein technical analysis karne se Kafi Jyada help mil jaati hai aur ham is market Mein trade Laga sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-07-12T235703.653.jpeg
Views:	8
Size:	39.8 کلوبائٹ
ID:	12544359

    Fundamental Analysis:

    Dear friends forex market Mein fundamental analysis ki bhi Kafi Jyada value Hoti Hai Kyunki market Mein Jab fundamental analysis kiye Jaate Hain to use time market Mein Koi news ka effect hota hai aur Market Mein movement Kafi Jyada fast Hoti Hai Jab market Mein Koi Bhi news aati hai to use time market Mein technical analysis Kam Nahin karte hain Agar Ham market Mein technical analysis ke sath kam Karte Hain To Hamen Jab Bhi Koi news Aaye To Hamen use time trading Nahin Karni chahie Agar Ham fundamental analysis kar rahe hain To Hamen yah Pata Hona chahie ki market Mein Jab Koi fundamental effect hota hai to use time market Mein movement Kafi Jyada fast Ho jaati hai aur ham is market Mein Kafi Jyada profit Le sakte hain Kyunki market Mein Jab movement Hoti Hai To Ham is market Mein Apna target Le sakte hain aur Market Mein Thode Se time mein Kafi Jyada profit banaa sakte hain market Mein fundamental effect ko pahle read kar liya jata hai aur ismein Hamen currency ki sari details pata chal jaati hai ki abhi next movement kya ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-07-12T235727.767.jpeg
Views:	6
Size:	40.3 کلوبائٹ
ID:	12544358

اب آن لائن

Working...
X