description.
Dear friends Correction ko mukhtalif tareeqay se analyse kiya ja sakta ha like jab koi currency ya commodity bahut strong ya over perform kar rahi ho, to wo hamesha aik hi direction mein nahi jaye gi aur jin traders ko profit hua ha, wo profit taking bhi karain gy. Jab profit taking start hoti ha, to price reverse ho jati ha. Corrections market ko refresh ya readjust kar leti hain aur corrections market ko refresh ya readjust kar leti hain aur correction se pehlay aur baad mein dono trade open karnay ki achi opportunity hoti hain kyun kay correction kay baad market wapas previous direction ki taraf chalna start kar deti hean.
What is Market correction in actual Meanings.
Dear friends jub market continuously jab aik he trend main moe karti jay aghr market bullish ahi or continuously bullish hai os ko hum kahty ha market main impulse wave hai jis ko hum apni trading k liye move karty hain market main enter tab he hona chahiye jub market correction kar rahi ho q k ayse market main risk kam hota hai or loss hony k chances bhi kam se kam hote hain aur Jb market corrective move ko complete kar leti hai to wo previous trend ma wapas chali jati hai. Forex market ma trader k lae sb sy mushkil kam he ye hota hai k wo main trend or correction ko kesy judge kary. Jo trader achy market analysis karty hain wo he acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain.
Roll of Supply and Demand in Market correction.
Dear friends agr market mein supply ziada ho aur market down hoti ja rahi ho to aisi condition mein bhi short term scalper aur long term walay thoray loss mein is mein se exit le lety hain jiski wajah se iska trend change ho jata hay aur yeh market up movement krns start kr deti hai to market ki yeh correction traders ko buy krny ki aik best opportunity provide krti hai.isi ko market correction kehty hain aur isko samjhty huway hum market se faida utha sakty hain aur jb market mein tezi aati hai aur market upward movement kr rahi hoti hai to aisi soorat e haal mein jb short term trader apni trade laga kr taiz market mein apna profit book kar lete hai to uski wajah se market ki up movement mein kami aana shuru ho jati hai aur jab ye kami aati hay to usay hum kehte hain kay market mein correction hona start ho chuki hai.