Information about Safemoon Token

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Information about Safemoon Token
    Click image for larger version

Name:	images(3).jpg
Views:	1
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12543709
    2021 mein humne bahut ziada new crypto currencies dekhi hn jin me se ziada tar shit coins thi mean jinka koi khas future nahi tha aur wo koi growth nahi dikha sakti thi. Tabhi Safemoon bhi crypto market me aa gaya aur shuru me iski price bht cheap thi. Bad me is ne apna Naam tabdeel Karke "Safely to the moon" Rakh Diya aur apne aap ko ek Defi token ke naam se introduce karaya. Aik andaze Ke mutabik Jab yah token launch hua to 2021 ke pahle quarter mein 2.9 milian logon ne ise purchase kiya tha. Coinmarketcap k mutabik Safemoon ki Total circulating supply 585 trillion hai.
    Creator of SafemoonClick image for larger version

Name:	images(4).jpg
Views:	1
Size:	25.0 کلوبائٹ
ID:	12543710
    Safemoon Ka creator ya aap jise owner bhi kah sakte hain Koi single person Nahin hai balky yah 6 doston ka group hai jinhone is se phly bhi aik sath kam kia hai. Isky CEO, ka name John Karony hai.Characteristics of SafemoonSafemoon ka sabse bara feature yah hai jo koj bhi Safemoon k through transitions krta hai 5% transaction se inke holders mein divide ki jaati hai. Iske alava Safemoon ka token burning process bhi bahut achcha hai jiski vajh se is token ki price mein waqt k sath sath price increase bhi dekhy ko milta rhta hai.
    Investment Advice in Safemoon
    Jesa k apko pata hai ki aajkal crypto ka crush chal raha hai aur is waqt Safemoon ki price 0.0004791 chal rhi hai aur iska all time High 0.0022 hai jo aik acha khasa increase tha.Ager ap is wakt Crypto mein investment ka soch rahe hain to main aapko advice karunga ki aap apne portfolio list mein se Safemoon ko bhi lazmi add Karen kyunki iska future bahut achcha hai aur is wakt ye aapko cheap price mein mil raha hai.

اب آن لائن

Working...
X