How Market Crashes and Factors involved in this Effect
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How Market Crashes and Factors involved in this Effect
    Dear Friends, Forex me aik term Jo market crash Ka mtlb ye hai k jab stock market market ki tamam value achanak reverse ho jayen ye asal me aik qisam ki market me ajeeb si tabdeeli hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-07-07T161327.100.jpeg
Views:	1
Size:	69.6 کلوبائٹ
ID:	12543614

    Market Crash Effect

    Forex trading me market crash aik achanak aur mukamal tabdeeli refuse hoti hai. Aur ye decline bohut ziada hota hai aur market ki aam movement se kahi gunna barh kar hota hai. Ye market ki decline us waqat hoti hai jab achanak koi maashi ya siasi news market pe asar andaz ho jaye aur wo bhi bare pemane pe. Aksar awqat jab hamara stock exchange kisi masle ki waja se bohut ziada ger jata hai Market swoon aksar us waqat hota hai jab market me bohut ziada interruption peda hoti hai aur is me market k value me bohut ziada tabdeelian peda hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-07-07T161333.938.jpeg
Views:	1
Size:	49.2 کلوبائٹ
ID:	12543615

    Involvement of News In crash

    Aksar awqat ye masla us waqat ata hai jab koi siasi ya economy tabdeeli peda hoti hai. Aksar awqat jab mulkme koi achnak koi masla peda hota hai is waja se sarmaya kar apna sarmaya ya to rokh lete hen aur market me jaldi jaldi bejh dete hen jis se qeematen yakdam ger jati hai. Aksar awqat ye masla hamare mulk me india se border pe koi bara masla pesh ajaye to hamara stoxk exchange ger jata hai. Market swoon aghaz tawar par nahi hota bulke ye dramaye tawar par achanak hota hai aur ye kisi k waham wa guman me nahi hota hai lekin hota bohut achanak hi hai commodity k dobara normal trading range ma anay ka wait karna chaiay, ta k loss sa bacha ja sakay.

    Click image for larger version

Name:	images (6) - 2022-07-07T161340.290.jpeg
Views:	1
Size:	41.8 کلوبائٹ
ID:	12543616

    Market crash Duration

    Market crash Kay doraan investors ko apna confidence restore karnay k liay anaylisis kartay rehna chaiay aur trading news par focus karain, ta k achay chance par dobara trading start ki ja sakay, unhain ye baat b mind ma rakhni chaiay k is negative activity ya event k baad positive time zarur ay ga aur apnay confidence ko boostup rakhain, market k is achanak decline sa trading ma confusion to hoti ha lakin expert traders wo hi hotay hain jo is tarah ki moments ma apnay accoung ko tgek tarah manage karain aur usay secure rakhain

اب آن لائن

Working...
X