jo dost forex me regular loss kr rahe he un k lie mashwara
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    Dear apko agar forex par contionous loss ho raha hai to ap forex ka bara ma or zada sy zada learning karo or forex ka demo acount par zada sy zada practices hasil karo phir trading karo.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      g han forex main loss honey ki surat main apney knowledge ko bharhana chahiey apni p[ractice ko barhana chahiey us k baad ghaltion ko note ker k unhen khatam karna chahiey phir dobara trade pa ana chahiey, apni ghaltion ko dohraney ki bjaey un ko sahi karna chahiey.
      • #888 Collapse

        han ji thank brother aap ne acha mashawara dya hai i think ke loss hamesha wahi log karte hain jin me mustaqil mizaji or sabar nahi hota hai or un se lalach hota jata hai bar bar is business me is lye woh log is business me loss kar jaty hain bar bar .
        • #889 Collapse

          han g dost ap na bilkul theak bat ki haaur matou un logo ko ya hi kahu ga jo har roz forex trading ma loss kr rahay hain ka agar ap ko working ki samg nhi ha rhi ha tou ap ko chiaya ap apna kam chor kr phelay zada sa zada traing kro aur demo accounts ma kam kro aur dost jb ap bilkul sahi ho jao tou real ma trading kro ..........
          • #890 Collapse

            jo log forex mein regular loss kar rae ho un kay liye hai kay wo apni practice kare sab se pehly demo account mein tab ja kay live account use kare ta kay mazeed loss se bach saky or achi earning kar saky acha kam kar kay.
            • #891 Collapse

              Brother leave kerna problem ka hal nahi hota aap forex ko leave mat kro aap real account ko filhal leave ker do or ab demo pe again kisi ki help se trading kro or apni mistakes ko analyse ker ke learning kro
              • #892 Collapse

                Jab aap ko regularly loss ho raha ho to is ki waja ya to yeh hy keh aap greedy hain ya phir aap ki planning correct nahi hoti. Aap loss ki reasons ko talash karain aur phir next step uthayen. Demo account main practice karain aur small volum ki lots lagayen, takeh aap ka balance zaya na ho jaye aur jab ziada loss honey lagay to hedging use karain aur trading stop kar dain.
                • #893 Collapse

                  Bhaei apne acha mashwara diya he k hum agar musalsal loss kar rahe hin to es busienss ko arzi toor pe chor din aur phir jab hum achi tarha se tiyari kar lin to dobara es business min aa jaein aur es tarha se hum kafi bari earning bhi kar sakte hin aur market ki theek movement ka andaza bhi kar skate hin.
                  • #894 Collapse

                    dear agar koi trader is main loss ko he face kar raha hai to main to is ko yahi kahu ga k us k pass knowledge and experience ke kami hai is liye u sko chaye k wo is main is ko again study kary and than trade kary...
                    • #895 Collapse

                      jee han main ap se agree kerta hoon k ager kisi trader ko regular loss ho reha ho to us ko pehle forex trading ka complete knowledge hasil kerna chahie aur phir demo se trading ki practice ker k dobara trading shroo kerni chahie.
                      • #896 Collapse

                        yes dear ap theek khtay hai forex trading 1 art hai or mai smjta hoo k bina knowledge or learning k forex market mai trading krna too risky ho skta hai or trader ko loss b ho skta hai.or agr trader ko loss ho jata hai ya phir musalsal ho rha hai to usay thori der k liye trading ko stop krna chahiye or market say fight nhi blkay market ko ride krtay huway trading krni chahiye.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #897 Collapse

                          dear agar ap ka forex trading business main lagatar lose ho raha hai to ap apni startegy ko change karen aur apni trades ka muaina karen ke ap kahan ghalti kartehain jis ke wajah se apko lose hota hai aur phir apni new startgey ko demo account per test karn
                          • #898 Collapse

                            regularly loss ki sorat main live trade stop kar dena chaye and demo account main different stratgey test karna chaye in ki practice karna chaye and indicators and expert adviser ko use kar kay major trend ko samjna chaye and is kay bad phir live trading karna chaye
                            • #899 Collapse

                              Jnaaaab sab sy bara mashwara ye hy k kaam ko saheeh andaaz sumjhy or saheeh andaaz seekhy tu hi loss sy buch sakta hy agli baar
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                G han app ne sahi kaha ha is business me jo regular loss kartay hain un ko chahye k wo is business me demo account me daily practice kareen or is business ka acha experince hasil kareen ta k hm is business me loss se bach kar achi earning kar sakyn

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X