Introduction
Margin aur free Margin tou hamary balance per aur running trade per depend kerty hain ky jab hamari koi bhi trade open na ho tou hamary pas hundred percent margin hota hai ky ham kisi bhi pair main trade open ker sakty hain agar hamary account main achi amount main balance hai aur hamain small lots use ker ky trade open kerty hain tou hamary pas remaining margin bhi kafi zyada hota hai ky ham mazeed trades open ker sakty hain hamain aesy trade open nehi kerni chahiay ky ham itna bara risk lain ky hamary pas remaining margin minus main chala jaey agar aesa ho jaey tou beshak hamain market main trade open kerny ka bahot acha chance hi kyun na nazar aa raha ho ham mazeed koi bhi trade open nehi ker sakty
![Click image for larger version
Name: download.jpg
Views: 2
Size: 7.8 کلوبائٹ
ID: 12543585](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12543585&d=1657177287)
Margin Call
Margin call tab aati ha jab ziada trade open karny ya phr aik he bari trade open karny or wo trade ziada loss main chal jay or ap ka account wash hony wala ho to phr us waqat margin call aati ha or ap ki bari trade ya phr ziada trade open han to jis main sab sy ziada loss ha wo close ho jati ha auto pe
Is ley humy apni account main itni he trade open karni chae han jis sy hum log acha profit hasil kar sakeny or agr loss ho bi to us ko hum recover kar sakeny is ley hum kamyab ho sakeny or ache earning kar sakeny gy
![Click image for larger version
Name: download.png
Views: 1
Size: 4.1 کلوبائٹ
ID: 12543586](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12543586&d=1657177295)
leverage
agar leverage size na milta to free margin be nahi dia jata agar app large leverage size set karty ho to free trading margin be zeyada mil sakta hay aur agar leverage size kam ho ga to margin be kam hi mil saky ga, koch karen key free margin jetna be milta hay es se faida utany ki koshish karni chaye aur es ka ghalat use nahi karna chaye ta key kabi margin call ki problem face na ki jaye. rex trading main trader ko trading kay liye leverage ka tool dia jata hay jo kay trader ko kam investment say zayada earning ki facility deta hay. ager trader ka balance kam ho to wo market main kabi bhi trading nahi ker sakta jab tak kay wo us trade kay liye utna margin ya balance nahi deposit kerta. to is kay liye broker hamen margin trading allow kerta hay. is main ager 10000 dollar ki trade ho gi to hamen apni leverage ki percentage kay mutabiq thori amount margin kay liye deni hoti hay jo kay trade close honay kay bad wapas ho jati hay. is trah say ham margin trading say acha profit earn kertay hain.