Do you know about Correlations in Forex Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Do you know about Correlations in Forex Trading
    Do you know about Correlations in Forex Trading ?
    Dear umeed haiy k ap kehriyat sy hon gay. Aor market mein acchi earning kar rahy hon gy.agr ap market mein successful hona chahtey hain to is mein aap ko Hamesha soch samjh kar trading karni ho gi ta k ap ko loss na ho. Jab ap ik achy experience k sath kam kar rahy hoty hain to ap ko acha profit milta haiy. Ap ko humesha aik acchi learning aor aik acchy experience k sath kam karna chahye. Aj ap ny bht acha topic dissociation k leay select kea ha aj hm currency correlation ko disscus kren gy.

    Correlations in Forex Trading:

    Forex member jab forex market k chart mein two curriencyes ka aek dosray k sath correlation hota haiy. jab chart pay two pairs same directions main run kar Tay hain to osay halt ko + correlation kehtay hain. aur jab wohi pairs aek dosray k opposite run kar Tay hain tab ham un ko negative correlation kehtay hain.Correlation basically currenys k adad wa shumar ki calculation haiy. aur ye number different currencies joron k darmeyan mojood taluqat ka andaza lagane me madad kar sakte hein.

    Click image for larger version

Name:	corelation.png
Views:	4
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12543486


    Correlation k zarye se hasil hone wale number trader apne sarmaye me tabdeeli. aek hi currency jore k elawa bhi wo apne trades ki tadad ko baraha sakte hen. aur ya sirf is baat ka and aza laga sakte hen k un ki trading unhen kitna risk de rahi hay. Agar correlation ki sahi tareeqa se analysis ki jaye to ye tareeqa zada se zada fawayed hasil karne. waqat ki bachat aur loss wale trades se chutkara de sakta hay.

    Trade Currency Correlation in forex:

    Dear forex member curriencyes ka correlation bilkul normal haiy. For example ham candial doller (CAD) ki baat kar Tay hain jis ka correlation oil prices say haiy. Astralian doller (AUD) ka correlation Newzeland (NZD) say hay aur usk sath sath gold aur cruide bhi is say related hain. Ab yeh sab aek traders pay depend karta hai k us nay kasiay in correlations ko apnay mined main rkahtay hwauy market k chart main Jesa keh aap is chart main dekh sakty hain keh kese yeah do pairs aek dosry k sath negative correlation main aur kar rahy hain. Trading kar Tay hwuay losses say bachna hai aur kaisay profit ko hasil karna hai.

    Click image for larger version

Name:	corelation2.jpg
Views:	1
Size:	8.2 کلوبائٹ
ID:	12543487


    Forex member ham trading correlation ka acha knowledge hasil kartay hain to hamain market main kaam kar Tay hwauy double faida hasil ho skata hai qk jahan pay curriencys ka correlation hai wahi pay ham unko hedging kar Tay hwuay apnay orders ko long term k liye wait aur hold say acha fada hasil kar saktay hain.

    qk jab market main supply aur demand k time pay ham hedging k douraan cut kar Tay hain to next hamara order profit hasil karna start kar daga jis say ham hedging positions say acha benefit hasil kar skatay hain.agar two currency pair ka correlation zero hai tou it means k wo apas mein independent hein and aek pair ki movement sey dusry pair ki movement par asar nae parta aur 2no ki movement random hoti hay. Correlation In ko two currencies k bech statistical measure ko kehty hein .

    EXPLAN:

    Currency & Commodities k Correlation:

    Currencies joron ki tarah currencies ka commodities ya commodities ka APAs mein bhi correlation hota hay. Jeese agar market mein kham (crude) oil ki qeematon mein jab ijafa hota haiy. to Canadian Dollar (CAD) ki value mein bhi izafa hota hay. But dosri taraf Crude oil ka American dollar k sath correlation negative hay. Gold ka taluq USD k sath negative correlation la hay. lekin Australian dollar k sath yeh taluq positive hay.Commodity ka apas mein bhi correlation kisi had tak mumkin hay.jaisa k agar jab Gold ki qeematon me izafa hota hay. to Silver, Copper aur dosre metal ki value me bhi izafa hota hay. Isi tarah se oils aur gases ka bhi apas me positive correlation hay.

    Click image for larger version

Name:	corelation3.png
Views:	1
Size:	119.5 کلوبائٹ
ID:	12543490

اب آن لائن

Working...
X