Out line bar candle stick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Out line bar candle stick pattern
    AOA
    INTRODUCTION

    Friends kya haal hai aapke main ummid karta hun aap khairiyat se honge Jahan Rahe Khush rahen aur mahfuj Rahe fore x trading mein profit able trade karte hue achcha profit hasil karte rahen aur apne knowledge ko improve karte Rahe experience Koi improve karte rahen to jitna aapke pass knowledge aur experience Hoga aap utani hi acchi trade karne ke kabil honge jab trade acchi honge to Aapka profit bhi achcha hoga aaj main aapke sath mein outline Bar candlest pattern per discuss karne aaya hun Taki aapke sath apna knowledge bhi share Karun aur aapse bhi kuchh hasil Karun Taki hamara knowledge improve ho sake aur ham forex trading mein acchi profit hasil karne ki koshish karen








    OUTLINE BAR CANDLESTICK PATTERN


    Outline bar trading strategy ek simple strategy Hai jisko candles ki pattern mein support karna easy hota hai yah ek se trend forward strategy ki Hai jiske simple rules hote hain jinko new traders bhi aasani se follow kar sakte hain is pattern mein two(2) bars ya candles hoti hain outside bar use candle ko kahate Hain jiska shadow usse pahle candle ko small hone ki vajah se Engulf karta hai yah engulfing bullish ya bearish ho skta Hyye previous season ki candles se Bari Hoti Hai jiski vajah se session price activity range ka jyada hona hai iska opposite inside bar pattern hota Hai Aur outside bar tragedy ke men facture yah hai

    HOW TO TRADE OUTLINE BAR CANDLESTICK PATTERN


    Jab bullish outside bar banti Hai To hamen apni trade mein buy stop ka order high se 2 ya 5 five pips per rakhna chahie bearish outside Bar ki surat mein sell stop ka order use Karen aur isko 2 ya 5 five pips lower point se niche set Karen Is Tarah stop loss set Karen bullish ki surat mein buy stop lagane ke liye ise pichhle candle se 2 ya 5 five pips set Karen se upar set Karen Taki profit set karne ke liye aapke pass kuchh option hote hain buy order mein previous high points ko aur sell order mein previous Low k point ko target Karen yah Apne risk ko three time Karen matlab agar aap 50% karen to change karte hue 150 tak ja sake

اب آن لائن

Working...
X