Trend Indetfication with ZIGZAG trend indicator
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend Indetfication with ZIGZAG trend indicator
    Introduction to Pattern
    ZigZag pattern candlestick k sath ek indicator bhi hai ye indicator ka kam krta hai . Ye price py bht bara impact krta hai . Is tarah hum isko understand kr k market k trend k bare main achy sy identify kr skhte hain .is tarah ye hmare liye bht helpful hota hai is sy help le k hm market k trend ko bhi find out kr skhte hain .is tarah hum market main entry le skhte hain jo k hmare liye bht hi best ho skhti hai . Ye zig zag candlestick pattern market k rate ko down le ata hai uski price ko down krta ha
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	28
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12543439
    Zig Zag Indicator Trend kasiy show krta hy

    zigzag indicator market main trading kay liay bahut hi helpful hota hai aur is se hum market kay analysis kar sakte hain is indicator ko new trader support and resistance ko analyse karnay kay liay use kartay hain aur is indicator say support and resistance ko asani kay sath maloom kar saktay hain lekin expert trader support aur resistance ko technical method kay zariay analyse kartay hain aur agar hm thek method ko use kar kay support and resistance ko analyse karain to yah hamare liay boht best option hota hay, is tarah hm easily support aur resistance ko use kar sakte hain, zigzag indicator trading kay liay kafi useful hay hamen is ki proper practice honi chahie ta kay ye hamaray liay behtar ho, hm is sa se kafi achay benefits hasil kar saktay hain.
    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12543440
    Technical analysis of zigzag
    indicator
    Zigzag indicator simple indicator hay is waja say yeh hamain trend ki direction kay ilawah baqi kisi factor kay bary main nai batata is liye yeh hamesha akely use nai kia ja sakta balkeh isko kisi aur technical indicators kay sath mila kar use kia jata hay. Yeh higher time frame main best kam karta hay jabkeh yeh sideway ya choppy conditions main kam nai karta. Laikin iska aik aur faidah yeh hay keh yeh adjustable and customizable hay jis waja say traders isko like karty hain aur apny hisab say isko adjust kar laity hain. Traders is indicator say sirf trend ki direction ka pata chala kar confirmation laity hain aur baqi indicators kay sath market ka volume, momentum aur strength found kar laity hain.
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	6.9 کلوبائٹ
ID:	12543441

اب آن لائن

Working...
X