Ichimoku Cloud indicator
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ichimoku Cloud indicator
    what is Ichimoku Cloud indicator:




    Click image for larger version

Name:	ichimoku cloud .png
Views:	1
Size:	129.2 کلوبائٹ
ID:	12543351ye indicator humen aik nazar mein stock ke price kay baray mein motalqa malomaat frahm karta hey jab price cloud say opar hote hey to overall trend bullish ban jata hey or ja price cloud say nechay hte hey to overall trend bearish ka hota hey
    Leading span A or Leading Span B opar ho or increase ho raha ho to yeh upper kay trend ke confirmation karta hey lines kay darmean ke jagah green ho jate hey
    ese tarah jab Leading Span A leading Span B say nechay gerta hey to yeh red rang ke lines kay darmean low jagah ke confirmation hote hey trader support or resistance level ke confirmation kay ley level ko future mein paish kea jata hey




    Bullish trading strategy with Ichimoku Cloud Indicator:




    forex market mein es bat ka tayon karnay kay ley kea prices opar ja rehe hein Ichimoku Cloud indicatr kay kuch standard hein jes par amal karna chihay

    uptrend ka criteria

    prices taken say opar hne chihay or tenkun kijune say opar hone chihay
    tenkun or Kijun prices dono ko prices kay sath sath upper ke taraf barhna chihay
    Kijun prices bohut door nahe hona chihay
    anay wallay time mein kumo ko bullish hona chihay
    prices Kumo say opar hone chihay


    example


    aay aik mesal laytay hein Ichimoku cloud indicator ka estamal kartay hovay jab stock up treend mein ho to trade kaisay ke jay
    aay es bat par tabdala e kheyal kartay hein hum long period kay ley marote sazoke limited kay monthly chart kay trend par kaisay trade kar saktay hein

    hum chart mein daikh saktay hein keh prices point A consolidated zone mein then agercay tenkun kijun ka koi specific order bhe nahe tha prices es kay opar janay lagte hein Kijun tenkun nechay chala jata hey
    hum yeh bhe daikh saktay hein keh chikou kay opar janay kay ley prices bars or Kumo cloud mein koi rakawat nahe daltay hein aanay wallay time mein bullish Komu cloud hota hey chonkeh up trend kay tamam standard poray ho jatay hein hum yeh meed kar saktay hein keh prices ko consolidated zone say opar lea jata raha hey
    or phir consolidated zone kay opar trend lea jata raha hey or phir point B par hum yeh daikh saktay hein keh prices Kijun kay darmean bohut bara difference hota hey Kijun flate rehta hey or prices apni taraf raghab kar sakta hey es ley humen es time mohtat rehna chihay
    poiny C par hum yeh daikhtay hein keh kes tarah prices Kijun ke taraf fall ho gain hein or wahan par support hasel karne chihay yahan par kijun seen nay price kay tor par kam kea or prices nay kijun ko break nahe kea es ley humen apni position ko barkarar rakhna chihay
    prices aik bar phir thore ce grawot say reversal gain hein or opar ke taraf jare rakhen gay jes ka indicator anay wallay time ka bullish Kumo cloud tha prices opar ke taraf barhte rehe hein jes ka indicator anay wallay time ka bullish Kumo cloud hey prices opar ke taraf increase hote hein jes ka anay wally time mein bullish Kumo cloud tha
    point D par hum prices or kijun seen kat darmean aik bara gap daikh saktay hein
    point E par bearish crossover hota hey jab kijun sen nechay say taken sen ko pechay leave kar dayta hey or es time humare buy position ko cose karna behtar hota hey kun keh chikou bhe nechay ke taraf barhna start ho jata hey finally prices ko bars ka samna karna chihay



    Bearish trading strategy



    es bat ka tauon karnay kay ley aya prices nechay ke taraf trend bana rehe hein kuch specific Ichimoku indicator par amal karna chihay

    Criteria of downtrend


    prices tenken say nechay hne chihay tenkun kijun say nechay hona chihay tenkn kijun prices or dono say sath sath hona chihay
    kijun price mein bohut door nahe hona chihay
    anay wallay time mein Kumo bearish hona chihay
    prices Kumo say nechay hone chihay


    example

    aay hum aikmesal laytay heinjes mein Ichimoku cloud down trend stock mein trade ke jate hey

    bas bank kay opar wallay chart Ichimoku cloud indicator nay es bat ko wazah kea hey keh stock ab bhe down trend mein he hota hey jab keh investor ab bhe es stock ko ab bhe different level par buy kar rahay hein es omeed par keh prices wapes aa jain ge
    point A say fall hona start hove hey tenken sen or kijun sen ko opar say kat kar bearish trend kay reversal janay ko indicate karte hey yeh bhe wazah hey keh Chikou ko price kaynechay kay bars par rokwat ka samna karna par sakta hey jaisa keh neshan zad kea geya hey jo keh es bat ko indicate karta hey keh prices paband ho sakte hein
    point B par hum daikh saktay Ichimoku cloud ke kame ke wajah say gap down opening baray red candle stick chart pattern mein mazeed kame ko indicate karta hey
    chikou mein bhe koi rakawat nahe hote hey or yeh fall honay kay ley ready hote hey
    point C mein hum daikh saktay hein keh kijun sen kay darmean farq barah geya hey jes ka matlab hey keh prices kijun ke taraf barah rehe hein
    aik bar phir hum point D mein daikh saktay hein ke kes tarah kijun sen or prices kay darmean mein aik gap paida hova hey os nay dobara bhe kijun sen ke resistance ko nahe break kea or mosalsal nechay getta hey
    point E par bhe ap daikh saktay hein prices fall hote ja rehe hein
    es tarah Ichimoku cloud indicatr stock ko nechay ke janab trend mein hey or es time kese ko buy ke entry nahe layne chihay jab tak yeh kese bhe kesam ke bullish reversal na dekhay
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے

اب آن لائن

Working...
X