Discussion on Marbozu Candlestick Pattern In Forex Market.!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion on Marbozu Candlestick Pattern In Forex Market.!
    Asslam.u.Aliakum

    dear friends kasa ho ap sab umeed ha ap sab thek ho ga or ap ke trading achi ho rahe ho ge or ap log trading karka acha profit bhi hasil kar raha ho ga or mara kuch dost abhi abhi trading start kar raha ho ga jin ko trading ka bara ma abhi kuch bhi ni pata ho ga par aj ma apna inin dosto ka sath forex trading ka kuch point share karo ga jin ko samjna ap sab ka liyaliya zarori ha q ka ya market or trading ma ak kas ahmet rakhta ha. Jo aj ka hamara topic ha os ka name marubozu candlestick pattern ha. Agar ap na aj ka topic sai sa samaj liya toto mujha yaken ha ka ap ko trading ma kuch na kuch profit zaror ho ga to isis liya aj ka topic mara sab dosto ka liya kas hona wala ha jo dost new ha trading ma or jo mare dost kafi time se trading kar rahe hain.

    Marubozu Candlestick Pattern:

    dosto marubozu ak candlestick ke type ha jo ka huma market ke formation ka bara ma batatha ya huma batat ha ka market ke next move kiya ho ge. Ya pattern huma indecate karta ha security price ka bara ma or hum is pattern ke madad sa trade enter karne ke position ko find krta ha ya pattern kabhi bhi market ka opening point or closing point par ni bana ga ya pattern hamasha market ka mid ma bana ga. Is pattern par hum market ka opening or closing price par trade ni kar sakta is pattern ke jo candels ho ge wo koi shadow ni banay ge yani is pattern ke candels ke ak raal body ho ge jis ka koi shadow ni ho ga is pattern ko sirf technical traders he use karta hai. Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	13
Size:	19.1 کلوبائٹ
ID:	12541523

    Description:

    Ya marubozu name japanese closed croped sa bana ha ya huma chart par nazar ata ha jis candel ka koi shadow ni hota os ma. Ya pattern opening price par depends ni karta na he ya opening price ka batat ha q ka is ka koi shadow ni hota. Up day is ke price hote ha equal low day ka. Or closing price hote ha is pattetn ke high day par. Jis din ya pattern banta ha os din market bull yani up trend ke traf jate ha or jis din ya close hota ha os din market low ke traf ate ha yani bear banate hain.

    Formation:

    Bearish Marubozu candlestick ager down trend main bany to yeh bearish trend ki continuation ka batati hay aur ager bullish trend kay top per bearish marubozu bany to yeh bearish trend reversal ka signal daiti hay. Iska lower and closing same point hota hay jab keh higher and opening same ya some times higher side per small wick hoti hay jo bearish trend reversal ki surat main ban sakti hay. Iski long body hamain bearish trend ki strengthening ka signal daiti hay. Bullish marubozu candlestick ka opening and lower same aur closing and higher same hota hay. Ager yeh bearish trend kay end per nazar aye to bullish reversal aur bullish trend main he ager bany to bullish continuation trend ka signal daiti hay. Bullish marubozu candlestick hamain bull power ko market per havi hony ka signal daiti hai.

    Identification Of Marubozu Candlestick Pattern:

    1) Marubozu ak long candlestick sa banta ha jis ka koi shadow ni hota yani jab ya pattern banta ha to is ke ak bare candel hote ha jis ka upper or nitcha koi shadow ni hota. Marubozu ak Japanese name ka jis ka matlab hai close cropped.
    2) Is pattern ke Candlestick dikhna ma opening or closing dono ak he din ma show kar rahe hote ha magar is pattern ko sirf technical traders he use karta hai.
    3) Ya marubozu pattern ke candel baghar kese shadow ke huma chart par dakhna ko milte ha jo ka ak acha or strong signal huma da rahe hote ha wo signal buy ke traf bhi ho sakta or sell ke traf bhi ya signal depend karta ha ka candel ke direction kon se side par ha up ya down. Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	16
Size:	21.7 کلوبائٹ
ID:	12541524

    Trading With Marubozu Candlestick Pattern:

    Marubozu candles market me trend ki mazbotee batati hai, chahay ye uptrend main ho ya downtrend main banne. Agagar white Marubozu uptrend main banti hai to ye bullish trend continuation ki taraf ishara karti hai. Aur agar same white candle bearish trend k end main bantee hai to ye bullish trend reversal ka signal detti hai. agar black Marubozu candle bearish trend k end main banti hai to ye bearish trend continuation ka ishara de rahi hoti hai lekin agar same black Marubozu bullish trend k end me banti hai to ye bearish trend reversal ka kam karti hai. Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	16
Size:	16.8 کلوبائٹ
ID:	12541525
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discussion on Marbozu Candlestick Pattern In Forex Market.!

    Salam to all friends ksy hian ap sab friends aj k topic mian hum Marubozu candlestick pattern k bary mian bat krain gy or janny ki koshish krain gy k hum is pattern ko ksy pehchan skty hian or hum is pr ksy trade bi kr skty hian or is k sath sath hum is ki types k bary mian bi bat krain gy .

    What is the Marubozu candlestick pattern?

    marubozu ka matlab japani zabaan mein" ganjaa sar" ya" mundwaya hoa sar " hai, aur yeh shama daan par wiks ya saaye ki Adam mojoodgi mein dekhaya gaya hai, yani open ya close honay ki qeemat candle ki ziyada se ziyada qeematon ke barabar hogi. shadowki Adam mojoodgi is baat ki nishandahi karti hai ke tijarti session ziyada qeemat par open aur din ke ekhtataam par low qeemat par close hwa ( ya is ke bar aks ). marubozu candlestick pattern stock ki qeemat ki mustaqbil ki simt mein tjzyati baseerat faraham kar sakta hai

    How to identify the Marubozu candlestick pattern?

    marubozu pattern ki shanakht karna kaafi aasaan hai kyunkay yeh aik wahid candle hai jis ka real body kisi bhi qisam ke shadow ke baghair hai. aam tor par, jab taizi hoti hai, to woh stock chart par safaid ya sabz hotay hain aur jab mandi hoti hai, to woh surkh ya siyah hotay hain. bearish marubozu mein, open price high price ke barabar hai aur qareebi qeemat kam qeemat ke barabar hai. blush marubozu ke liye, khuli qeemat kam qeemat ke barabar hai aur qareebi qeemat ziyada qeemat ke barabar hai . aik misali aspnng taap ka shanakhti nishaan yeh hoga.


    • A large real body
    • There will be no shadow at either sides of the candle
    • The color of the candle will be of a significant meaning


    asal market ke halaat mein, aik kaamil marubozu nayaab hai. is liye, baaz auqaat aik mamooli farq hota hai – aam tor par candle range ke 0. 01 feesad se bhi kam, ziyada / kam qeemat ke sath khuli / band qeematon ke darmiyan marubozu ki shanakht karte waqt nazar andaaz kya jata hai .



    What does the Marubozu pattern tell traders?


    marubozu candlesticks tamam stak charts aur tamam time frames par paaya ja sakta hai. is baat par munhasir hai ke din ko kis ne control kya, woh ya to taizi ya mandi ka shikaar ho satke hain. un ka istemaal takneeki tajzia ke sath yeh zahir karne ke liye kya jata hai ke stock ki din bhar tijarat kaisay hui. aam tor par, stock trading kharidaron aur baichnay walon ke darmiyan muqaabla hota hai. aisay din hotay hain jab aik taraf jeet jata hai, is liye marubozu candle stuck patteren ki tashkeel . yeh aik wahid candle stuck patteren hai jo aik muqarara waqt par market ke jazbaat ko baseerat faraham kar sakta hai. bunyadi tor par, is ki zahiri shakal ka matlab yeh hai ke market baghair kisi dairpa retracement ke close ho gayi .


    Types of Marubozu Candlestick pattern.


    Friends Marubozu candlestick ki 2 types hoti hain

    1.Bullish Marubozu candlestick Pattern


    2.Bearish Marubozu Candlestick Pattern

    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Discussion on Marbozu Candlestick Pattern In Forex Market.!

      Assalamu alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek aur khairiyat se hun aur ummid karta hun ki aap bhi bilkul theek aur khairiyat se honge aaj is side mein main aapko Pakistan frustrated ek bahut hi important topic ke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share karunga vah aapke knowledge period mein jarur izaafa karegi aur agar aap mere is thread per Amal karte hain aur apna jyada se jyada time Yahan per gujarte Hain to aap ek acchi trader Ban sakte hain aur bahut sare paise bhi Kama sakte hain isliye hamen Yahan per mehnat aur himmat se kam karna chahie

      اب آن لائن

      Working...
      X