importance of "Counterattack line Candlestcick pattern" in forex Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    importance of "Counterattack line Candlestcick pattern" in forex Trading.
    Assalamualaikum! Dear member aapne bahut hi acchi information Hamare Sath share ki hai aur forex market Mein Jab Ham kam Karte Hain To Hamen ismein bahut hi Soch samajhkar kam karna hota hai aur acchi planning Karke kam karna hota hai agar Ham is market Mein jaldbaji Karte Hain To Hamen ismein sirf aur sirf loss hota hai isliye Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham is market mein jyada Se Jyada hard work Karen aur acche experience aur acche knowledge ke sath kam Karen Taki Hamen is market Mein Kabhi Bhi loss Na Ho agar aap successful trading karna chahte hain to aapko Hamesha Ek planning ke sath aur acchi strategies ke sath kam karna hoga jitni acchi strategies ke sath Ham market Mein kam Karenge aapko fayda milega aapane candistic line ke related bahut hi important information share ki hai aur isko Bade detail se discuss Kiya Hai Main Bhi aapko iski further detail bataungi...

    What is Counterattack Line:

    Dear member farax market Mein Jab aap kam karte hain to aapko is market Mein different pattern available hote hain forex market Mein Har pattern ko aapke liye samajhna bahut hi difficult hota hai agar aapko ismein acche tarike se kam karna hai to aapko Hamesha experience per focus karna hoga forex market Mein counterattack line candlesticks pattern Ek bahut hi important candlestick pattern hai jismein sirf do candles Hoti Hai Jab Hum is scandal ko clearli dekh Lete Hain To Uske bad Ham apni trading ko successful banaa sakte hain isliye important hai ki is ke related sari information aapko honi chahie Agar aapke isko acchi tarike se identify karte hain to aapko is market mein bahut jyada fayda Milta hai isliye aapko acchi tarike se samajhna Hoga aur Market Mein best working karna Hogi Taki aap ismein Jyada Se Jyada earning kar sake..

    Two Types of Counterattack Line

    1. BULLISH COUNTERATTACK LINE
    2. BEARISH COUNTERATTACK LINE

    Bullish Counterattack Line:

    Dear member forex market Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to usmein aapko proper analysis Karke trading karna hoti hai agar aap market Mein successful Hona Chahte Hain To aapko acchi strategic ke sath sath Apne analysis ko bhi best banana Hoga Kyunki Agar aapke analysis acche Honge to aap is market Mein successful Honge yah pattern Hamesha aap friend ke top per Banta Hai Iski candle real body ki police candle banti hai aur dusri candle belong real body wali bullish candle banti hai is Candle ke gap up 7 open Hona is scandal ki confirmation hoti hai aur traders baat ki Ka Khyal Rakhe kya Agar dusri candle gap down ke sath open ho to yah pattern invalid Hoga isliye dusri candle ka pattern gap down ke sath Hona bhi bahut important hai Is liye Agar candle Aisi banti hai to traders ko bhi apni trade ki entry leni chahie aur Baki intry lene ke bad Hamari trade successful aur profitable Hogi isliye Hamen Hamesha is Baat Ka Khyal Rakhna Hoga Ki Ham market ko proper time de Taki Hamen ismein acchi entry mile...



    Bearish Counterattack Line:

    Dear Forex member Jab Ham farax market Mein kam kar rahe Hote Hain To Hamesha Hamen is Baat Ka Khyal Rakhna hota hai ki yah pattern Hamesha Trend ke top per banta hai aur iski Pahli candle real body ke andar banti hai aur dusri candle Veer long real wali body candle banti hai scandals ke gap down ke sath open Hona next candles ki confirmation Hoti Hai traders is Baat Ka Khyal rakhega ki second candle ke sath open ho to yah pattern invalid Hoga isliye aapko Hamesha Khyal Rakhna Hoga Ki aap is market Mein Jab entry lete hain to aapko Hamesha candles Ko Dekhkar trading karna Hoti Hai Kyunki agar aap pattern ko acche tarike se samjhenge nahin to aap kabhi bhi successful Nahin ho sakte aapko successful hone ke liye trading mein proper analysis Karke kam karna hoga Taki aap is market Mein Achcha result hasil kar sakhyn...


    Click image for larger version

Name:	images (49).png
Views:	11
Size:	18.6 کلوبائٹ
ID:	12541332
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: importance of &quot;Counterattack line Candlestcick pattern&quot; in forex Trading.

    WHAT IS COUNTERATTACK LINE CANDLESTICK PATTERN :





    Counterattack line pattern two candel reversal pattern ha or ya pattern candlestick chart ma banta ha. Ya pattern market ka uptrend ya downtrend ma banta ha. Is ma bullish reversal hota ha downtrend ma is pattern ke first candel ak long black colour ke hote ha or second candel is pattern ke down ma gap ma ho ge or ya second candel close higher ho ge, or close hoge first candel ka near. Ya show karta ha seller control ma ha or buy ka control loss ho ga or is ma buyer close ho ga down gap ma. Jab is pattern ka bearish reversal ho ga wo uptrend sa ho ga, is ke first candel ak long white candel ho ge or is ke second candel gap ma ho ge ya gap higher ma ho ga or close lower ma ho ge ya candel or ya closing point second candel ka near he ho ga first candel ka. Is pattern ke do candels ho ve jo ka opposite colour ke ho ge or is pattern ka bad jo third or fourth candel banay ge wo is pattern ke conformation kara ge.





    UNDERSTANDING COUNTERATTACK LINE PATTERN :





    Ya pattern show karta ha ka buyers market ka control ko loss kar raha ha jab ya pattern uptrend ma banta ha or jab ya pattern market ka downtrend ma banta ha to ya show karta ha ka market ka sellers loss kar raha ha apna control ko.

    Bullish Counterattack line banay ga follow characteristics sa :

    1: Bullish Counterattack pattern tab banay ga jab market downtrend ma ho ge. Is pattern ka banay ka liya zaroori ha ka market downtrend ma ho.

    2: Is bullish Counterattack pattern ke jo first candel banay ge wo black colour ke ho ge or ya candel down ma ho ge, is candel ke ak long real body ho ge.

    3: Second candel is pattern ke kuch gap ma banay ge ya gap dow ma ho ga or is pattern ke second candel white colour ke ho ge is ke real body equal ho ge is pattern ka first candel ka or ya candel close bhi near ho ge first candel ka.


    Bearish Counterattack line pattern banay ga following characteristics sa :

    1: Bearish Counterattack pattern tab banay ga jab market uptrend ma ho ge is pattern ka uptrend ma bana zaroori ha.

    2: First candel is pattern ke ak white colour ke ho ge or ya candel up ke traf banay ge or is candel ke real body ka hona zaroori ha or ya real body ma he ho ge.

    3: Is pattern ke second candel gap ma banay ge first candel sa ya gap up side ke traf ho ga ya second black colour ke ho ge or ya candel close near ho ge previous candel ka ya second candel real body sa banay ge.





    TRADING WITH BULLISH COUNTERATTACK LINE PATTERN :





    Ya bullish Counterattack line pattern market ka downtrend ma banay ga is ke jo first candel banay ge wo decline ho ve jo seller ka pressure ka batay ge magar jab kuch gap ay ga market ma or second candel banay ge to wo sellee ka losing control or buyer ka increase pressure ka batay ge ya second candel is pattern ke market or first candel ka low sa open ho ge or close first candel ka near ho ge is second candel ka complete hona ka bad ya pattern complete ho jay ga or ya traders ko signal da ga market ka uptrend ke traf jana ka is ma traders trade ko second candel ka closing point sa enter kara ga or is trade ka stop loss second candel ka low point or opening point par rakha ga.





    TRADING WITH BEARISH COUNTERATTACK LINE PATTERN :





    Bearish Counterattack pattern market ka uptrend ma banay ga is pattern ke first candel buy ke ho ge or ya colour ma green ho ge is candel ka banay sa is pattern ke conformation ni ho ge is candel ka bad market kuch gap banay ga ya gap market ka high ke traf ho ga is gap ma ak ca del banay ge ya is pattern ke second candel ho ge jo ka high par ho ge previous candel or close near ho ge previous candel ka is candel ka close ka bad ya pattern complete ho jay ga or traders ka pas trade lagana ka moka mila ga or ya trade traders sell ke enter kara ga ya second candel ka closing point sa enter ho ge or is ka stop loss is pattern ka gap ka bad jo second candel banay ge os ka high par rakha ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: importance of &quot;Counterattack line Candlestcick pattern&quot; in forex Trading.

      Assalamu alaikum kaise ho aap sab log main bilkul theek aur khairiyat se hun aur ummid karta hun kya aap bhi bilkul theek mein main aapko ek bahut hi important topic counter line candlestick pattern ki photos ke bare mein bataunga aur main ummid karta Hun ki Jo information main aapse share karunga vah aapke knowledge refrigerator per Amal karte Hain aur apna jyada se jyada time Yahan per utarte Hain to aap ek acche trader Ban sakte hain aur bahut sare paise bhi Kama sakte hain isiliye hamen Yahan per Maine to himmat se kam karna chahie aur apna jyada se jyada time Yahan per chahie

      اب آن لائن

      Working...
      X