what is key level of indicator:
key level of indicator aik technical indicator hey jo keh forex market mein price kay chart par basic indicator or basic market ke key level ko draw karta hey yeh levels effective tareekay say trading mein madad kartay hein har technical trader price kay chart par levels kay zones ko banta hey takeh zyada emkan buy ya sell ka tayon kea ja sakay yeh key levels forex market mein aik trader ko batate hein keh zyada trader currency ya stock market mein trader currency ke level par buy ya sell kar rahay hotay hein
How key level work in trading
yeh pattern forex market kay chart par price ke level or action ko indicate kartay hein
1 breakout
2 false breakout
3 price retest
jab modarja bala teen mozahair mein say koi aik chart fill hota hey key level indicatr chart par aik level ko draw karta hey es level ko anay wallay time mein trade kay ley estamal kea ja sakta hey
price breakout level
price kay dahnchay mein hum ahange hey es ley technical analysis behtareen kam karta hey yeh pattern time par bananay kay sath repeat karta hey jab forex chart par aik strong support ya resistance zone banta hey to prices zabardast movement mein hote hey
mesal kay tr ar tasweer nay aik strong resistance zone kay sath aik pattern banaya hey jab resistance breakout ho jate hey to price aik pattern banate hey yeh key levels ka indicator kay chart par aik ofqi line draw karta hey or zone ko wazah karta hey talkeh level ko identify kea ja sakay
False Breakout strategy
chart par key level ko apni taraf motwajah karnay kay ley False breakout aik behtareen zareya hota hey kunkeh False breakout aik khas level ka institute hota hey j keh forex market mein trading activity ko wazah karta hey t bad mein woh levels trading kay ley dilchasp ho jate hey bohut say new trader false breakout say reversal janay ko indicate kartay hein
yeh indicator baray S/R level ky wrong breakout ko indicate kartay hein es level par aik ofqi rectangular draw kartay hein yeh rectangular price kay reversal janay kay ley aik level ban jata hey
price retest
trading retest mein forex market mein chart kay bounce honay kay sath aik specific level ke darustege / or importance ko check karte hey
price kay dobara retest ke dobara tafheem kay ley nechay de gai tasweer ko daikhen
technical trader kay ley aik bara rule yeh hey jabkeh support zone break ho jata hey or resistance zone mein badal jata hey dosree taraf jab resistance zone break ho jata hey to resistance support zne mein badal jate hey
lahza yeh indicatr price ke dobara jach kay ley aik zone banay ga es say ap ko trend kay sath or big institute kay sath kam karnay mein madad mellay ge
key level indicator trading strategy
forex chart par key level ke tashkeel ka intazar karen
trend ke direction ko identify karen or phir es key level zone kay sath sedha karen dono zone higher TF trend ke tarah aik he direction mein hona chihay
zone mein candle stick pattern ke tashkeel ko daikhen buy zone kay ley ap ko bullish candle stick ko daikhna chihay or ap ko bullish candle stick talash karne chihay jab forex market mein sell zne kay ley ap ko bearish candle stick ke tashkeel ka intazar karna chihay
candle stick kay sungom ka intazar karnay kay ley ap ko buy ya sell zone ke trade open karne chihay or nechay or opar stop loss rakhen