Explaination Of Bollinger Bands Indicator in Forex Trading..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explaination Of Bollinger Bands Indicator in Forex Trading..
    Assalamu Alaikum dear member Mujhe Umeed hai kya aap sab khairiyat se Honge aur farak Stadium Mein achha profit bana rahe Honge dear jawab is market Mein kam karte hain to aapko Jyada Se Jyada careful hokar kam karna hota hai aur Market ko acche tarike se Samajh Kar trading karna hoti hai agar aap market mein bahut hi jyada jaldbaji Mein Aakar trading Karte Hain vah Hamesha loss Mein Aakar trading kar dete Hain isliye aapko Kabhi bimarket Mein jaldbaji Mein Aakar trading Nahin Karni chahie forex market mein aap different indicators ko use Karke trading kar sakte hain indicator Hamare liye bahut jyada helpful ho sakte hain indicators ki madad se Ham trading Mein best point per entry Lekar Achcha profit banaa sakte hain main aaj aapko bollinger bands indicators ke related bahut hi acchi information dene ja rahi hun jo aapki trading ko successful Bana sakti hai....

    What is Bollinger Band Indicator:

    Dear member forex market Mein currencies ki trading karna easy work nahi hai khastaur per new members ke liye Kyunki currencies ki market Badi moment aur vakyat per bahut Teji se Radhe Amar jahir Karti Hai yah vajah hai Ke bulingar band Jaise indicator price ke Amal ko analysis karne aur Majburi trading ko Behtar banae naye Mein Aapki help kar sakte hain bullingar band indicators ka use aapko trend ki Se Mat ki Nishan Dahi karne mein madad kar sakta hai aur Agar trend khatm ho gaya hai to yah entry point Ka Pata Lagate Waqt Ko kam kar sakta hai aur aapko stop last ke liye munasib time ya break out Ki Dava ka karne ke liye signal provide kar sakta hai...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-28T141646.444.png
Views:	22
Size:	24.3 کلوبائٹ
ID:	12540727

    Bulliner band indicators Ek Maqbool aur bahut mufeed indicator Hai J indicator trend ki Simat ke best Taur per Hasil karne aur mustkabil ki market ki movement ya ke bare mein signal Hasil karne ke liye is ko use karne ki Kai tarike Hain but bahut se dusre tools Ki Tarah yah mustkabil ki production nahin karta Hamesha Ki Tarah time frame Jitna Lamba Hoga signal itne hi jyada kabile Damad Honge Behtar aur Jyada durust natija Hasil karne ke liye different time frames ka use karte hue market ke Trends ki analysis karne ki koshish karen Karen..

    Bollinger Band Kam Kesy Karta Hai:

    Dear member bowlinger band indicator is Baat Ki Nishani Karta Hai Ki Aaya market Mein volitilety jyada hai ya kam aur Iske sath sath overbought and over sold ki condition sy b aga hota hai.. J indicator Ek upri band Ek darmiyani band aur ek lower band per must Mel hota hai darmiyani band Ek simple moving average Hai Jisko Aam Taur per 20 periods per set Kiya jata hai...

    Click image for larger version

Name:	download (29).jpeg
Views:	5
Size:	7.2 کلوبائٹ
ID:	12540728

    Jab vo volitilety Jyada Hota Hai to do baruni band expand Hai Jab band close ho Jaate Hain vo little Ti kam Ho Jaati Hai aamtaur per Kisi Aise ko Barbad Samjha Jata Hai Jab price Upar bullingar Bhains tak pahunchti hai aur jab price down wale band Tak pahunchi hai to yah over sold condition hoti hai.

    Trading With Bollinger Band Indicator:

    Dear member forex market Mein aamtaur per Jab kam vo little Ti ke dauran bowlinger Band Ho Jaate Hain aur line Ek dusre ke kareeb a Rahi Hoti Hai To yah samajh mein Aata Hai Ki Kisi bhi simit Mein break out ke liye taiyari kar raha hai price ke kam utaar chadhav ke dauran use karne ki hikmat Amali yah hai ki Jab bolega band Jyada Se Jyada Ek Sath kam hote hain to aapko break out ke liye taiyari Karni chahie Agar price upar wale band ke upar break karna start Ho Jaati Hai To is baat ka inkaan hai ke padhaai Se Bole se Rahegi aur yah market mein bye ka ek Achcha time hai ISI Tarah Agar price bottom band se down break Ho Jaati Hai To inkaan Hai Ki yah bearish jaati Rahegi Jis per market Mein Sel ki entry ki Ja sakti hai...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-28T141654.671.jpeg
Views:	3
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12540729

    Bullingar bands Ek trend ki changing karne ki Himmat Amli Hai Jiska buniyadi psychology yah hai ki Jab Bhi band mein isase kisi Ek Ko Chhoti Hai To price Darmiyan Mein reversal Ho Jaati Hai lihaja Jab price Blender band ki Upar line Ko chhuti Hai To traders aamtaur per Sel ki entry karte hain jabki down wale line ko price touch karne per bye ki entry Hoti Hai bullinger band indicators currency trading Mein Ek bahut mufeed tool ho sakta hai yah Ek Kabil indicator se aur Kai bhaiyon se Chart main analysis ke liye use Kiya jata hai..

اب آن لائن

Working...
X