ap ko pata hai kay forex ap ko ammeer karne ki bajaye ghareeb bhi kar sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    g bilkul pta hai bhai ager hm learning k bhair trading kryn gy or lalach me ayn gy apny anaylsis achy ni kryn gy to asa he hoga or hm profit ky chakar me loss krwa lyn gy isley kuch zaroori cheezo ko parhna seekhna zaroori hai forex m
    :cool: TREND IS YOUR FRIEND :cool:
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      brother ameer r greeb banna ye hamry experience r knowledge pr depend kart ahia agt apky pak acha knowledge hai r acha experience hao to ap yahn sy kafi kam waqt me kafi achi trading kar sakty hn
      • #588 Collapse

        yes i know it but it is the only possibile if we will not follow the rules and the regulation then surely the forex will not give us anything instead of the loss that is why we should give the intension and should do the work hard
           
        • #589 Collapse

          ghreb tab hi kare ga jab beghair samjh ke kam kia jaye is pe .is lye pehle is ko samjhne ki koshish karni chaye k in ka system kaise kam karta hai pir us k baad is pe kam karne mein bhi asani ho gi aur trading karne mein bhi.aur ghreb hone k chance bhi kam hai balke amer hone k chance aur zyada hai.
          • #590 Collapse

            Ati hai Zaroori hai k pehla saal Tou Aap revenue loss Ka Sochay binaa Sirf learning or perhaps demo par practice Karain,1 Saal main Aap Apnay Emotions par Control rakhnay Main bhi Kamayab ho jayen Gy or even trading main bhi profits earn KArnaa shoro Kar Dain Gy Shart sirf Sachi niyat or kari mehat hai.
            • #591 Collapse

              hasn g pta hai but hamain hr kam ko dihan ce krna chaye kyun k life set ab humne issi ce krni hain
              • #592 Collapse

                jee bulkul forex mein mary kahaly mein tu profit se ziyad loss hota hai q k jab bhi ap koi bit lagaty hain tu wo loss se hi sart hoti hi q k forex mein loss phaly hi aur profit bad mein
                • #593 Collapse

                  shuru shuru main aap Forex trading ko side business k tor pr shuru karain aur jo extra amount aap k pass ho us se trading start karain ta k agr aap ko loss b ho to koi risk na ho
                  • #594 Collapse

                    Bilkul agar aankhain bnd kr k trading ki jai tu bnda loss main bhi ja sakta hai aur iss trah woh road pr aa sakta hai lekin agar koi dill laga k market ko read karay tu woh loss main nahin ja sakta q k woh market ko samaj chuka hota hai.
                    • #595 Collapse

                      salam han ji ap ne sahi kaha he forex trading ek risky business he ham is me investment ker k ziada se ziada profit bhi earn ker sakte hen or hame loss bhi ho sakta he so is business ko achi terha samajhna bohat zaruri he kun k ham apni zara si galti se loss bhi utha sakte hen.................thanks
                      • #596 Collapse

                        yes bro u r very right , forex trading aik risky business hy ismn aik choti c glti b apka sara profit nill kr skti hy , isi lye hmen forex mn trading krny sy phly experience lyna chahye , ta,k hmary loss k chances km sy km hn , r hmara profitt nil na ho
                        • #597 Collapse

                          Yes, we should work only with safer investment and we should retain only that amount of capital which we can loss, means we should not put a huge amount of money for trading because this business is higly riskly.
                          • #598 Collapse

                            g han bhy muje to pata hai k aysa ho sakta hai isi liye me to greed nahi karti hun or try karti hun k control me h rahooo q k yehi ap ki sab se bari waja hai jis sy apko loss ho sakta hai.
                             
                            • #599 Collapse

                              jee han bilkul ager hum forex ke rule ko follow nahi kerte or achi learning or hardworking forex main use nahi kerte to forex app ko appki sari investment loss kerdeta hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Jee bhai bilkul forex se hum ameer hi nahi balke gareeb bhi ho sakte hain is liye hume is kaam ko bilkul sakoon se aur achi tarha soch samajh kar hi karna chayye.....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X