What is Four Price Doji Candlesticks Pattren in Forex Trading...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Four Price Doji Candlesticks Pattren in Forex Trading...
    Assalamu Alaikum dear member Mujhe ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge aur farak trading Mein Achcha work kar rahe Honge dear jab aap ismein kam karte hain to aapko bahut jyada hard work ki jarurat hoti hai aur Iske aapko apni learning complete karna hoti hai agar aap acchi learning aur acche experience ke sath kam karte hain to aapko is market Mein maximum advantages Hasil hote hain aapko Hamesha Koshish Karna karna Hogi kya aap ismein Chhoti Si Chhoti mistakes Ka Khyal rakhen aur hard work ke sath kam Karen agar aap Mani management and rules regulation ko follow karke kam karte hain to aapko is market Mein best result Milta hai main aaj aapko bahut hi acchi information dene ja rahi hun jo aapki trading Ho successful banaa sakti hai to Mera topic hai aur price do ji candlestick pattern kya hai Ham is per Kaise kam Karke trading kar sakte hain...

    What is Four Price Doji Candlesticks:

    Dear member forex market Mein Jab Ham kam kar rahe Hote Hain To usmein Hamen financial market mein mostally Aisa Bhi Hota Hai Ki Kisi acid per traders emotional Ho Jaate Hain Ki vah trade trade ki kaun si entry Karen Aisi condition Mein jismein traders ko koi Sahi position ki vajah Faisla nahin kar paate Hain price Apne Jagah per stock rahti hai Jiski vajah se price chart per ek do ji candle ka Kayam hota hai Jisko 4 price do ji candle Kaha Jata Hai yah candle jyadatar bahut Sambhal time frames ya market Ke Darmiyan ke Waqt mein aur ya ine price pers Mein Banti Hai Jis per trading bahut kam hoti hai yani currency per price do ji candles Mein price ki high Lo open aur close sem hi point ya point per Hote Hain...

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-25T160152.948.png
Views:	9
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12540335

    Identification of Four Price Doji Candlesticks:

    Dear member forex market Mein 4 price logy candles ke price up and do aur high and low same hi hote hain jisse candle ki Shakal Ek line Jaisi dikhti hai 4 price do ji Candles single dose candle Hai Jiski formation aapko bahut jyada mil rahi hoti hai..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-25T160214.887.jpeg
Views:	7
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12540336

    For price doji candle na to Bole candle hoti hai aur na hi bear is Kyunki yah candle ki open aur close sem Hoti Hai jisse upper aur lower side per na to candle ki Shadow hoti hai aur na hi real body yah candle associat wali bhi ho sakti hai Jab ke bear recipe Mumkin hai..

    Trading With Four Price Doji Candlesticks:

    Dear member forex market Mein 4 price logic candle ek normal bagair Kisi color ke Ek line wali candle Hoti Hai Jiski na to real body hai aur na hi Kisi side per Apar Jalore Shadow hota hai 4 price do ji channel dusre doggy kendal se bahut jyada different Dikhai Deti Hai Kyunki yah price Mein Ek line Si Dikhai deti hai aur price candle Agar price ke top per banti hai to yah Ek bears confirmation candles ke bad market Mein Sel ki entry ki Ja sakti hai jabki price ke bottom per is per confirmation candles ke bad bye ki entry ki Jaati Hai candle ke top per bearish trend mein aur Bullish trend reversal mein candle ke lower Se Tu pips below set Karen..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-06-25T160159.061.jpeg
Views:	18
Size:	33.1 کلوبائٹ
ID:	12540337

    Dear member 4 price doji candles JK single format ke doji candle hai jo ki price ke top ya bottom Mein jyadatar friend reversal pattern ka work Karti Hai normal Jack candle price Mein natural tasawar ki Jaati Hai yah candle up aur down side per na to real body rakhti hai aur na hi Iske Upar yaar lower Shad hota hai 4 price doji candles ki Khas Baat yah Hai Ki Jab Bhi yah candle market Mein banti hai to Aksar Iske bad bahut Teji ke sath break out wale side per Jaati Hai candle ki formation jyadatar kam tadad currency Mein hoti hai Jis per Aksar ghanton ghanton Tak Koi trades open Hi Na Nahin Hoti Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Four Price Doji Candlesticks Pattren in Forex Trading...

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Foure Price Doji Candle


    Four price candle doji family se taluq rakhne wali ek candle hai, jiss main candle ki na to real body hotti hai aur na hi uss ki koi up down shadow hotta hai. Four price doji candle main prices up dawn harkat karnne ki bajaye matlobba timeframe aik hi position par jammi rehti hai. Short timeframe main ye ziadda banti hai lekin long timeframes main ye kam hi nazzar atti hai.
    Four price doji candle k banne ki psychology kuch is tarrah se hotti hai, k market k buyers aur sellers matlobba stock ya currency jore main koi khas dilchspi nahi lette hen, jiss se uss item ki vlaue main na to izzafa hotta hai, aur na hi wo kam ho rahi hotti hai. Ye candle prices k kisi bhi position par banne par neutral candle ka kirrdar adda kartti hai, lekin high aur low prices main ye market ki up down movement rok letti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (348).png
Views:	6
Size:	1.6 کلوبائٹ
ID:	12411368

    Candle Formation


    Four Price Doji Candle : Four price doji candle main prices k high, low open aur close aik hi point ya position par hotte hen. Four Price Doji Candle traders ki market main adam dilchaspi ki waja se bantti hai, jo aik neutral candle tasawar hotti hai. Four Price Doji Candle baqqi doji candles se bohut mukhtalif hai, q k baqqi doji candles main prices kam az kam candle k up down par shadow zarror bannati hai, jab k four price doji candle main aisa nahi hotta hai, ye maths k "Minus (-)" nishan shap ki hotti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (347).png
Views:	9
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12411369

    Explanation

    Four price doji candle ek chotti line shap ki doji candle hotti hai, jiss ki na to real body hotti hai, bullke sath sath up down par koi shadow bhi nahi bantta hai, yanni ye candle real body main bhi zerro hotti hai, aur shadow main bhi zerro hotti hai. Yanni kisi matlobba timeframe main jab prices aik hi position par munjamed ho jaye tab ye candle wajood main atti hai. Four price doji candle ya to prices k bohut kam timeframe main bantti hai aur ya ye un currencies pairs main bantti hai, jiss par trading bohut kam hotti hai, q k traders ka un currency pairs main trade karne ka koi dilchaspi ka mode nahi hotta hai. Four price candle se market aisi behaviour de rahi hotti hai, jaise market main hollyday ya weekend par close hon. Major currency pairs k short term ki timeframe jaise S5 (five second), M1 (one minute) aur M5 (five minute) ki timeframe main ye candle kaffi taddad main bantte hen, jahan par qeematen kuch waqqat k leye sans le rahi hotti hai. Lekin long timeframe jaise; H4 (four hourly), D1 (daily) aur W1 (weekly) main in ka banna taqrreeban bohut kam hotta hai ya hotta hi nahi hai.

    Click image for larger version

Name:	images (3) (346).png
Views:	34
Size:	1.8 کلوبائٹ
ID:	12411370

    Trading

    Four Price Doji Candle candle ki real body na honne ki waja se ye candle na to bearish candle count hotti hai aur na hi bullish candle, bulkeh aik neutral candle tasawar hotti hai. Ye candle market k trend k darmeyan main trend continuation ka kaam kartti hai, jab k top trend ya down trend main candle ki behaviour badal jatti hai.
    Four Price Doji Candle aggar top trend par bantti hai to ye aik bearish trend reversal ki indication detti hai, jab k prices k bottom main banne ki waja se candle ki behaviour bullish trend reversal main badal jatta hai. Candle par trading k leye trend confirmation indicator ya price action ki zarrorat hotti hai. Aggar four price doji candle prices k top trend par banne k baad chart par aik bearish real body wali candle bantti hai, to ye aik bearish trend reversal ka isharra hogga, yahan par market main sell se entry ki ja saktti hai. Jab k down trend main banne k baad aggar aik bullish candle bantti hai to ye aik bullish trend reversal ka signal hogga. Yahan par market main buy ki entry ki ja sakti hai.
    Four Price Doji Candle ka Stop Loss bearish trend reversal main doji candle k top se two pips above set hogga jab k bullish trend reversal main two pips doji candle k down par set hoga.

    Click image for larger version

Name:	images (2) (169).jpeg
Views:	5
Size:	4.0 کلوبائٹ
ID:	12411367
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is Four Price Doji Candlesticks Pattren in Forex Trading...

      Asalamualikum dear members ummed Hy ap sb khariyat Sy hon gy.dear members jsa k ap janty Hain market mein different types ke candles bnti Hain Jin ko daikh k hm market ke movement k bary mein andaza lga skty Hain.
      Aaj hm apni post mein four price doji candlestick k bary mein knowledge share krein gy.

      What is four price doji candlestick pattern :

      Dear members four price doji eik Ase candlestick hoti hy. Jis ke highest, lowest, opening or closing value eik he hoti hy.es candlestick mein ap ko market ke utility bilkul b Nazar nai ati. Kun k es ke opening, closing, highest or lowest value eik hoti hy. es liye es ko 4 price doji ka naam diya jata hy.or es mein candles ko study kiya Jata Hy.

      Click image for larger version

Name:	mqdefault(0).jpg
Views:	4
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12411628

      How to identify :

      Agr ap chart mein four Price Doji Candlestick Ko identify krna chahty hain, to is k ly ap ko with minimum body and without wick eik ase candlestick milte hy, Jo k zero volatility show Kr rahi hoti Hy, es ko ap hourly basis pr find kr sakty hain. Es ke identification bhot zyada easy hoti hy.or hm easily trading Kr skty Hain.Es ko understand krny k liye knowledge Hona zaruri Hy.

      Click image for larger version

Name:	mqdefault(1).jpg
Views:	1
Size:	6.7 کلوبائٹ
ID:	12411629

      Formation of candles :

      Dear members market mein bilkul minimum Trading hoti hy, or market volatility na hony K equal hoti hy, to us time main ap ko yeh candlestick pattern milta hy. es ko ap daikh Kr easily yeh decide Kr sakty Hain, K market mein current situation mein seller's or buyer's pressure nai hain. To use Wqt ap k liye decision making easy Ho Jati Hy.or ap entry Ly skty Hain.

      Click image for larger version

Name:	doji-types.jpg
Views:	1
Size:	11.5 کلوبائٹ
ID:	12411627

      Trading strategy :

      Forex trading market mein jab zero volatility hoti hy, or ap ko four price doji candlestick less volatility show krti hy, us time mein market mein entry nai leni chaheay, kun k ese situation mein side way movement expected ho sakti hy. Us Wqt ap ke liye buy ya sell ke trading krna easy Nai Hota.ese liye Hmain soch smjh k trading krni chaheay.


      Click image for larger version

Name:	A-Doji-Candle.png
Views:	1
Size:	45.1 کلوبائٹ
ID:	12411626

      Chart analysis :

      Dear friends Agr ap Forex trading chart mein Four Price Doji Candlestick Ko further explain krna chahty Hain, to yeh pic ap ko bht zyada help kar sakti hy. es sy ap Four Price Doji Candlestick Ko easily sy identify kr K according to situation apni decision kr sakty Hain.or profitable trading Kr skty Hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X