kia forex se humari society ki poverty(ghareebi) khatam hu sakti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    han g dear forex ma ham jtna b passa kammana chahen kamma skty han or jtna ham mahnat karyn gy utna hee passa b milta hy mara b yaa ee hal hy k mary pas b yaee zrreeya hy k jic sy ma passa kama raha hun
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Dear friend ji haan aisa hosakta hai lekin iss ke liye humarey mulk mein pakistan mein forex trading ko legal hona chahiye aur iss par pakistani companies ko kaam karna chahiye.
       
      • #78 Collapse

        yh bat to hm nhi keh skty hain keh is sy hi hamari society sudhr skti ha. lakin aik bat ha keh agr ap sahih trader hain to ap bht kuch earn kr k logon ko bhi faida dy skty hain.
        • #79 Collapse

          yes sir ma ap ke bat sa atfak rakta ho forex sa pakistan ma garbat katam ho raha ha forex ko agar her ak ghar ka ak man join kery to her ak ghar ma garbit dor ho jaie ge agar yo theak tara sa tread kery ga
          • #80 Collapse

            jee brother forex se yeh mumkin hai lekin is business ko karnay kay liye bhi education ka hona zaroori hai aur humaray mulk main education ki bhi kami hai jab tak hum education pe kaam nahin karenge tab tak yeh masla aisa he rahay ga.
            • #81 Collapse

              je han dear forex se hamry society ki poverty khatam ho sakty he per is liye logo ko chye ke wo us insan ko sath de jo forex ka knowledge janta he or us ko bhi chye ke un ko aik achy method se samjye take wo bhi is se faida utha saky.
              • #82 Collapse

                yah to koishis sy he ho sakta ha agar ham tray karin to keya ha jo ham ni kar sakty bas thori c he to koshaish kie zaroort ha jo bhe is main gay ana chahta ha wo pher agy ay
                • #83 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
                  jaisa kay humaray mulk mai ghurbat buhut zada hai, aksar log itna earn nahi kar sakte kay wo aik livelyhood earn kar saken tu agar hum unahi forex mai introduce karain tu kia poverty khatam hu sakti hai
                  g han friend app ny bilkul theek baat kahi hy ager hm serous ho kaam karty hain tu easily apny mulk ki ghareebi durr kar skty hain kyn k mary khayal sy forex trading aik boht acha money making busness hy aur hm easily yahan paise kama kar apni financial problem ko solve kar skty hain
                  • #84 Collapse

                    jab forex men hamari society k 50% se zyada log enter ho ker trading nahi kerty hain tab tak hamari society per koi bhi faraq nahi pery ga is ley amain zyada is men enter ho ker trading kerni chahye jis se hamain fayada bhi hota hai.
                     
                    • #85 Collapse

                      i think ager ak trader k pas acha knowledge or experience ha to wo forex se achi income le skta ha g or pher is tra apni society se poverty ko door kr skta ha but ager loss kry ga to us k milk se poverty htama nahi balke brey gi jnab be careful in forex trading
                      • #86 Collapse

                        ye business he ghareebi ko mitanay wala hai jiss say hum apni ghareebi ko mita kar acha khasa learn kar k acha khasa profit earn kar saktay hainagar aap ghareb hain to aap k din ghareebi k khatam honay walay hain.
                        • #87 Collapse

                          jee han forex trading aik bohat hi profitable business hi jis main log bari investment ker ke achi earning hasil ker lete hain agar ap iss business main kamyab hona chete ho to ap ko sub se pehle achi learning kerni ho gi then hi ap earn kero ge
                          • #88 Collapse

                            yes asa ho sakta ha tab jab ap mahnat kary gay is form pa is liye hamay mahnat say kam karna chahiye ta k agay koi masla na ho saky.its online best bussness paksiatan.
                            • #89 Collapse

                              g han bhai yeh aik acha buisness hy iss main ham buht zyada paisay earn kar sakty hn iss main buht tezi sy azafa bi ho raha hy iss sy i think k society main bi faraq parr sakta hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                bilkul ager is main hum mahnat sy kaam karin or is kay bary main har kisi ko batain jis say har bandy ko is ka faida hasil ho saky jo bhi kaam karin us ko is tarhan karin jis say hamary mulk ki poverty bhi khatam ho saky or ye agy chal kar hamary lian acha sabit ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X