Support And Resistance In Forex Trading...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Support And Resistance In Forex Trading...
    Assalamu Alaikum dear member Mujhe Umeed hai kya aap sab khairiyat se Honge aur Forex trading Mein best war kar rahe Honge Jab aap ismein kam karte hain to aapko bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hota hai aur Market Mein jaldbaji Nahin Karna hoti agar aap market Mein jaldbaji kar lete hain to aapko ismein sirf aur sirf loss ho sakta hai isliye aapko Koshish Karna Hogi kya aap ismein hard work ke sath kam Karen aur acchi strategies ke sath kam Karen Taki aapko is market Mein Achcha result Mile main aaj aapko support and resistor ke related important information Dunga jo aapki trading ko Kamyab banaa sakti hai to Mera topic Hai support aur resistance kya hai Ham is per Kaise entry Lekar profitable ho sakte hain....

    What is Support And Resistance :

    Dear member forex market Mein Jab Hum kaam kar rahe hote hain to usmein financial market Mein mostally price 12 level ke Darmiyaan baar baar Apar down ho rahi Hoti Hai Apar level per Jis point ko price touch karne ke bad Wapas Aati Hai price ka resistance level kahlata Hai jabki vah point Jis per price down position ko cross karne mein nakam hoti hai aur price Wapas Chali Jaati Hai price ka support level kahlata Hai price ka register aur support level Hamesha Ek Jaisa Nahin rahata Bal ke time sath sath yah market ki situation ke mutabik aap ya down shift Hote Jaate Hain...

    Click image for larger version

Name:	images (93).png
Views:	20
Size:	14.2 کلوبائٹ
ID:	12540151

    Support And Resistance Line Tafseel:

    Dear member financial market mein support and resistance line Ek best aur umda concept Hai Jisko Tamam traders Bada ahatram karte hain yani traders trading ke dauran kabhi bhi support and resistance level Ko najarandaaz Nahin kar sakte hain Ek currency jode Mein jismein trading ki Jaati Hai price aapas Mein Ek dusre se sakht competition Karti Hai Euro USD currency jode Mein dekh le ke joro traders currency ko ek samvat mein khinch rahe Hote Hain Jab Ke USB traders currency ko dusre Taraf Le Jaane Mein Lage Hue hote hain price Kaise mat se Pata Chalta Hai Ki yah competition Kaun Jeet Raha Hai Har Bar Jab price Ek Khas level Tak pahunch Jaati Hai Wapas Le Jaenge aur is ko Masjid Girne se ya down grade karne se ronky gy.

    Click image for larger version

Name:	images (94).png
Views:	17
Size:	7.6 کلوبائٹ
ID:	12540152

    Financial market mein support usko Kaha Jata Hai Jab is kism ki kimat ki karvaye ko support Euro USD ke traders joron ke value ko ab karne ki koshish karte hain support Ki Tarah resistance level vah point Hai Jis sailors price ko control karte hain aur unhen Majeed Apar jaane se rokane Hain support level use price ki Nishan Dahi Karta Hai Jahan jyadatar capital ki Khyal hai ki price Jyada Hogi aur resistance level use price Ke Nishan Karta Hai Jis per sharmaya Karon ki aksariyat mahsus Karti Hai Ki price kam Hogi..


    Identification Of Support And Resistance Level:

    Dear member support and resistance level ko Maloom karne ke liye chart per horizontal line draw Karke jaati Ja sakti hai traders ke liye yah bahut important hai bhi hai aur Achcha bhi hai ki vah Apne currency pairs per trading ke dauran support aur resistance level ko Maloom Karen support aur resistance ki development Kisi bhi chart per sabse Jyada aur Dekh Kar I Dene Wali anarse Hain yah Aisi position ho sakti hai Jahan traders take profit ya staff loss ko set Karva sakte hain support aur resistance level per jitne time tak price Jyada rahti hai use Manas bad se yah level bahut jyada important ho jata hai..

    Trading With Support And Resistance Level:

    Dear member for a market mein support aur resistance level Hamare liye trading Mein take profit aur stop loss ka work karte hain support and resistance level pay vaise to scalping trading ki Ja sakti hai but bakayda trading ke liye dusre indicator ya Char pattern Ka Sahara bhi Lena padta hai support and resistance level 8 technical analysis Mein Ek behtarin tools ka work Karte Hain yah level Ham bagair Kisi indicator ya oscillators ke Maloom kar sakte hain Kyunki yah Hamen chart mein aasani se Najar a Jaate Hain..

    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-06-24T143918.151.jpeg
Views:	23
Size:	44.7 کلوبائٹ
ID:	12540153

    Jab Bhi price resistance level ko break out karti hai aur ek new resistance level banati Hai To Aksar aukat pichhla register syllabus support level ban jata hai ISI Tarah Jab support level break down ho jata hai aur ek new support level ban jata hai to purana support level new resistance Mein Shamil Ho Jata Hai..

اب آن لائن

Working...
X