What is Engulfing candlestick pattern?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Engulfing candlestick pattern?
    Assalamu alaikum dear forex friends dear is market mein jab Ham kam kar rahe hote Hain to hamen without study without learning kuch bhi hasil nahi ho sakta uske liye hamen pahle Apne learning process ko complete karne ki jarurat hoti hai. Important topic ko aapke sath discuss karna chahti Hoon.

    Engulfing candlestick pattern:

    Dear friends yeh ek trend reversal candlestick pattern hota hai is pattern mein Ham dekhte hain ki jab bhi market Kisi bhi train mein movement kar rahi hoti hai to market apne friend ko change karne ke liye kuchh candle se pattern banati hai aur isko samajh Kar Ham trading kar sakte hain market Kisi bhi sport ya register per yah pattern banati hai aur uske bad down ya aap Hoti hai is pattern mein aapke pass ek chhoti candle hoti hai aur uske bad aap next candle Badi banti hai jo ki bijali candle ko mukmmal taur per cover kar leti hai.

    Types of Engulfing candlestick:

    Dear friends is pattern ki aapke paas toh types hoti hain jo ki Apne analysis mein istemal Karke aap profitable trading kar sakte hain.
    Bullish Engulfing
    Bearish Engulfing

    Click image for larger version

Name:	a0x56.png
Views:	2
Size:	23.5 کلوبائٹ
ID:	12539858

    Bullish Engulfing:

    Dear ye pattern jab bhi banta hai market ke support per hi dekha jata hai aur market ke down trend ko ab trend mein change karne ke liye yah pattern banta hai. Is pattern mein down trend mein market ke support per ek bearing scandal banti hai aur FIR uske bad market ek phool bullies candle banati hai jismein vah pichhali candle ko mukmmal taur per cover kar leti hai aur closing above Karti hai iske bad market ka trend change ho jata hai aur market ab trend mein movement karti hai.

    Bearish Engulfing:

    Friends beerish in Gulshan candlestick pattern mein hum yeh dekhte hain ki ismein market ka uptent hoga jo ki is pattern ke banne ke bad down trend mein change hota hai ismein market ab trend mein movement kar rahi hoti hai aur market ki resistance per yah pattern banta hai jab market ek police candle banaegi aur uske bad ek bhi scandal bane Jo ke gap ke sath open ho sakti hai aur iske bad use candle ke closing down Hogi jo ki and Gulf kar legi pichhali candle ko aur down closing karegi iske bad market ke down hone ke chances Ban jaate Hain.

    Trading with these pattern:

    Dear is pattern per trading karne ke liye aapko ine tamam steps ko mind mein rakhna padta hai.

    Market Trend:
    Dear friends pahle aapko market ke trend ko dekhna hota hai market ke stand mein moment kar rahi hai agar aap train mein ho to market ki Kisi bhi strong resistance per bearish in gulfing pattern banega aur agar down trend mein ho to market ke support per yah bullish engulfing pattern banta hai aur yah pattern trend reversal hota hai.

    Engulfing Candle: ismein aapko ko engulfing candlestick ko find out karna hota hai is candle ki closing pichhali candle ke opening se about Hoti hai jab bhi market pichhali candle ko angul karegi aur bullish candle ke bad full banegi ya FIR Barish candle ke bad ful police candle banegi to isko ine gulfing candle kaha jata hai.

    Entry Point:
    Dear entry point market ke reversal candle ki closing ke baad hota hai aap market ke retressment per trade open kar sakte hain ya FIR agali candle ki opening ke sath hi upgrade open kar sakte hain.

    Stop loss:

    Dear is pattern mein aapka stop last lagana bahut important hota hai kyunki isase aapka account sev hota hai aur wash hone se Bach jata hai isiliye stop loss ismein aapka last candle ke opening se thoda sa upar hota hai.

    Take profit:
    Dear friends is pattern mein aap apna target risk reward reshu ke hisab se bhi Laga sakte hain iske sath aap apna target market ke next support your resistance k mutabik bhi Rakh sakte hain aap apni marji se kahin bhi iska target set kar sakte hain jitne bade time frame mein yah pattern banega iska itna hi jyada aapko target bhi mil sakta hai.

اب آن لائن

Working...
X