What is pending oder in forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is pending oder in forex trading?
    Assalam-o- alaikum, Dear Forex member aap sab kaise hain umdee hai ke sab thek honge. Forex mein bahut hi ach kam kar rahe honge. Forex trading mein acche tarike se kam karne ke liye aapke pass experience or knowledge ka hona bahut hi jyada matter karta hai. kyunki jtni acchi aapke pass Forex treading ke related learning hogi,utani hi acche se aap trading kar sakenge .Forex trading mein orders ki type kiya related kuch information main aapke sath share karna chahunga, Jo I hope aapke liye bahut jyada benefit de sakti hai.


    Pending Orders:


    Dear forex market trading ke liye aapke pass different types k pending order use kiye jate Hain Jo k name ya hai.


    Sell limit


    Buy limit


    Sell Stop


    Buy Stop


    Sell Limit:


    Dear sell limit ka matlab hota hai ki market uptrand mein movement kah rahi hai aur aap analysis karte Hain ki market ko is future ke resistance se wapas aana chahie to aap wahan se Agar sell ki trade karna chahte hain aur aap chahte Hain ki hamari trade automatically open ho jaaye to uske liye aapko sell limit lagani hogi aur sath mein lot size apni trading account or strategy k according set karna hoga to use price per jab market jayegi to aapke trade active ho jayegi.


    Buy Limit:


    Dear buy limit ka use time Kiya jata hai jab market down ho rahi hoti hai aur aap dekhte hain ki market ko niche use support se uthana chahie to aap buy limit ka use kar sakte hain.is se aapki trade use price se automatically buy ki trade active ho jayegi. iske liye bhi aapko lot size select karna hoga aur agar aap chahe to stop loss aur take profit ka bhi Sath use kar sakte hain.


    Sell Stop:


    Dear sell stop se aapko market mein sell ke trade open karte hain aur ya us time use Kiya jata hai jab aap dekhte hain ki market ne Agar is level ko break ka tou wahan se market mein aur donon hi jana hai, to aap wahan se sell ki trade active kar sakte hain. market ki current price upar hoti hai aur Down hone per aap sell ke trade ka order active karna chahte hain to uske liye sell stop ko use Kiya jayega. sell stop ko hedging ke liye bhi use Kiya jata hai.


    Buy Stop:


    Dear buy stop ka use market ki current price ke upar se buy ki trade ka order lagane ke liye use Kiya jata hai aur sab aap dekhte hain ki market mein agar is level ko break kiya to market mazeed upar hi jayegi to uske liye aap Buy ki trade ka order active kar dete Hain.market is price per jaati hai to aapki buy ki trade active Ho jaati hai isko bhi hedging ke liye use Kiya jata hai.


    Click image for larger version

Name:	IMG-20211126-WA0018.jpg
Views:	5
Size:	16.9 کلوبائٹ
ID:	12539685

اب آن لائن

Working...
X