Asslam O Alaikum!
Dear members,aaj hum jis topic ko discuss karain gy wo hai High Wave candlestick. Hum trading mai is k asraat r formation ki information share karain gy.
Introduction.
High wave candlestick aik single small real body candle hone ki waja se analysis main bohut ziada istemal hoti hai . Japanese candles ko is wajah se trading ke dauran analysis mein zyada pasand kiya jata hai , kyunki ye candles single candle hone k bawajood bhi aik complete pattern tashkeel deti hai . Jab bhi ye single candlesticks prices k top ya bottom main paye jaati hai , to uss waqt ye trend reversal ka kaam karti hai . Single candle mein doji candles aur small real body wali candles akele ya dusre candles ke sath prices main leading indicator ka kaam karti hai . High wave candlestick prices ke top ya bottom mein trend reversal pattern ka kaam karti hai , jab ki yahi candle sideways market mein neutral candle tasawar ki ki jati hai .
Formation.
High wave candlestick prices k top par akele hi trend reversal ka kaam karti hai . Ye candle small real body bhi aik strong position rakhti hai , jiss ki technical analysis main bohut ziada ahmeyat hai . High wave candlestick ki formation darjazzel tarah se hoti hai :
Identification.
1. High wave aik neutral candle hoti hai , jo aik small real body wali candle hai .
2. Ye candle upper aur lower side par aik lamba shadow rakhti hai .
3. Candle k upper aur lower sides ka shadow size me taqreeban same hota hai .
4. Candle ki real body dono sides k shadow k bulkul center me hoti hai .
5. Ye candle bullish aur bearish , ya supply aur demand ki barbari ki waja se banti hai .
Trading.
High wave candlestick prices k top par ya bottom main ziada behtar tawar par kaam karti hai . Normal ye candle neutral tasawar ki jati hai , q kiss ki aik to small real body hoti hai aur dosra iss ka shadow kisi aik side par size ziada nahi hota hai . Bearish market main bullish trend reversal k leye buy ki entry ki ja sakti hai , jab k bullish trend main bearish trend reversal k leye sell ki entry k trades open keye ja sakte hen . Candle par trading se pehle long timeframe ka hona zarori hota hai , jab k trend reversal k leye confirmation candle ki bhi zarorat hoti hai . CCI indicator aur stochastic oscillator par trading k dowran support aur resistance levels ya overbought aur over - sold zone hona chaheye . Stop Loss candle k low ya high prices se two pips below ya above set kia ja sakta hai .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим