Money Management Ki Ahmeyat Forex Trading Main Kia hai:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Money Management Ki Ahmeyat Forex Trading Main Kia hai:
    Assalamu Alaikum dear friend Aayi ho aap sab khairiyat se Honge aur faraks trading Mein Achcha profit bana rahe Honge dear jab aap is market Mein kam karte hain to aapko acchi strategies ke sath kam karna hota hai aur Roj regulation ko follow karke aur daily ka target complete Karke aap is market Mein Jab hard work karte hain to aapko bahut jyada fayda Milta hai isliye aapko Koshish Karna Hogi ki aap ismein Chhoti Si Chhoti mistakes Ka Khyal Rakhe aur Mani management ke sath kam Karen Jab aap is market mein Roj regulation ko follow karte hain to aapko Achcha result Milta hai main aaj aapko Forex trading Mein Mani management ki ahmiyat ka bataungi jo aapki trading Ho successful banaa sakti hai to Mera topic hai ki forest trading Mein Money management kya hai...

    What is Money Management :

    Dear member Forex trading Mein money management new or an experience for Forex traders ke liye sabse Aham missile Mein Se Ek Hai takriban Har shakhs EK Achcha trading system Talash kar sakta hai jo profit table ho sakta hai but Ek Aisi chij Jiski vajah se traders ko monthly ke and Mein loss aur profit hone kya sabab banta hai vah hai Mani management ki munajbat hikmate Amli Aur naazim Ho Jaate ka kdan Agar acche Mani management bahut aim aur M Hai Fir Bhi Is per Amal karna bahut easy hai Forex Mani management ki koi different pahlu aur marhael hote hain aur usse aapke liye farak trading business ki itaday se start Kiya Jana chahie Jab aapke liye trading account open ho raha hai hamare pass Ek bahut hi Aasan vasul hai jo Kahta Hai Ki kabhi bhi apni rakam ke 2% Se Jyada Khatre Mein mat Dalo jyadatar traders Ka Khyal hai ki yah asur sirf live trading main Leke Apne pahle ki musk kar li hai aur demo account per Kafi trading kar chuke hain aur aapko Achcha experience Mil Jata Hai Jiski vajah se aap Mani management ke sath kam kar sakte hain...

    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-06-18T201931.750.jpeg
Views:	3
Size:	46.8 کلوبائٹ
ID:	12539354

    Risk Reward Ratio:

    Dear member for a studying mein kisi bhi trade per Koi open karne se pahle aapko Vakya Mein trade se munasib Taur per kaun sa reward ya profit Hasil karne ki tavak ka ki Ja sakti hai aur is Inam ko Hasil karne ke liye aapko Kaun Sa Risk Lene Ko taiyar Hai trading ko start karne ke liye munasib is Parivar ratio traders Ke Darmiyan different risk ki trading Ki Main Yaar Ke Sath different ho sakte hain aur inhen aamtaur per Ek trading plan Mein Shamil Kiya Ja sakta hai for example Kuchh sensitive trader 1.2 ka risk reward ratio use kar sakte hain iska matlab yah Hai Ki vah loss ki ek ikai ka risk Lete Hain profit Ke Do Akhiyan trading ke dauran use karne ke liye ek munasib ratio set karne Ka buniyadi Khyal yah hai ke kam Pur Kashish trade ko filter kiya jaaye Taki sirf best opportunities provide ki jaati hai jisse aap acchi risk reward reshon ke mutabik apne capital ko increase kar sakte hain...

    Money Management And Stop Loss:

    Dear member for a studying me heart trade ke liye munasif stop loss ka to karna Ek alag kahani hai kuch trader Hamesha apni stop loss ki position ke liye tips ki mustakil tadad per Gaur karte hain but yah durust Nahin Hai stop loss value time frame se set time frame Mein different ho sakti hai currency pairs ki maujuda payer se aur ek trade set up se second trade set aapke between bhi different ho sakti hai daily time frame per Jo stop loss hota hai vah Hamesha 15 minutes ke time frame ke stop loss a different Hota Hai ISI Tarah main aaj Jo stop last Euro GBP trade ke liye select karte hain to vah stop last se different hota hai jo men GBP JPY ke liye set Kiya jata hai...

    Apny Sary Capital Ko Risk Main Na Dalayn:

    Dear member Forex trading mein bahut se traders apni trading account ka funds ka ek Bada part reverse Mein rakhne ko Dete Hain Taki vah Apne Tamam trading Sharma ya ko ek Sath race mein dalne ke Bajaye Kisi bhi m nuksan se Teji se theek ho sake for example Ek trader apni Tamam Khuli position per Kisi bhi time apni trading capitals ka 10% Se Jyada risk mein dalne se gurej karna chahie ISI Tarah Agar vah risk Mein Rakhe Gaye font se 10% funds ko mukmmal Taur per loss bhi kar jaen tab bhi vah Baki 90% fund trading account mein se hota hai traders ke account ka Kafi Bada hissa risk Mein dalna nuksan ki condition Mein fund ki Vasuli ko Amli Taur per Namumkin banaa sakta hai yah maximum na Kabil Amal Is Tarah traders ko Mujhe Sar tarike se business Se Badhkar kar sakta hai...


    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-06-18T201921.903.jpeg
Views:	10
Size:	35.7 کلوبائٹ
ID:	12539355
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Money Management Ki Ahmeyat Forex Trading Main Kia hai:

    Dear aapane bahut hi acchi information hamare sath Pakistan Forex form per share ki hai dear ham Dekh rahe hote Hain ki forex market mein ham jab kam kar rahe hote hain to iske liye hamen proper ek planning ki jarurat Hoti hai kyunki jab tak ham planning ke sath is market mein Kam Nahin karenge main ismein kabhi bhi fayda nahin ho sakta aur agar ham Mani management ke rules and regulations ko acche tarike se follow karenge aur iske sath acche tarike se kam karenge to hamen is market se profit bhi achcha mil sakte hain aur ham sirf trading kar sakte hain.

    WHAT IS MONEY MANAGEMENT: dear Pakistan forex for members sabse pahle main aapko yah batana Chahta Hun ki forex market mein Mani management hai kya dear iske liye aap dekhte hain ki sabse pahle aap Jo is market mein investment karte hain aur usko aap kis Tarah se istemal karte Hain yah ek proper plan hota hai aap jab koi bhi trade open karte hain aur aap apni account capital ke mutabik uski lat size ki selection karte hain aur aap uske sath Kitna stop loss lagate Hain uske sath aap uska reward Kitna Lena chahte Hain usko take profit use trade ke sath kya use karte hain aapki lard size stop loss aur take profit aapki Mani management hoti hai.

    IMPORTANCE OF MONEY MANAGEMENT: dear forex market me money management ki bahut jyada importance hoti hai ismein aap jab kam kar rahe hote hain to aapko bahut hi acche tarike se is market mein kam karna hota hai aur ismein rules and regulation ke sath aapko hard work karna Hota hai aur jab aap koi bhi trade lagate Hain to iske liye aapko proper planning aur proper analysis ki jarurat Hoti hai tabhi aapko use trade ka achcha reward mil sakta hai. Without money management agar aap koi bhi trade open karenge to iska aapko loss ho sakta hai.

    RISK REWARD RATIO: dear forex market mein ek term risk reward ratio use Kiya jata hai aur yah ek bahut hi famous world hai iska yah hota hai ki aap jab Mani management ke sath kam karte Hain to aap apni trade ke sath istemal hone wale nuksan aur apni trade se hone wale profit ko dekh rahe hote hain aap koi bhi trade lagate Hain uska aapane stop loss Kitna lagana hai uske liye aapane apni trade ka take profit Kitna use karna hai aur aapane apne laut size ke sath nuksan Kitna bardasht karna hai yah sab chijen risk reward reshiyo mein a jaati Hain kya aapko trade ka reward Kitna Hoga aur iske badle mein aap risk Kitna le rahe hain.

    MINIMUM LOT SIZE: dear forex market mein trading ke dauran aapko money management ke rules and regulations ko follow karte hue minimum large size ki selection karna Hoti hai jab aap apne capital ko dekhkar minimum lot size ki selection karenge to iska aapko yah fayda Hoga ki aapka account Kabhi bhi jyada risk mein Nahin jaega aapka account safe hoga.

    USE OF STOP LOSS: jab aap forex market mein koi bhi trade open karte Hain to iske liye aapko apni trade ke sath stop loss Ka istemal Karna hota hai kyunki ham dekhte hain ki sometime market aapke analysis ko follow Nahin karte jiski vajah se aapko jyada हौस ho sakta hai isliye agar aap stop loss ka istemal karenge to isase Aapka account safe Hoga aur aapka account capital jyada sev rahega sabse pahle aap apni trade ke sath stop loss ka istemal Karen.

    SAFE CAPITAL: dear forex market mein aapka capital aur aapki investment use waqt hi safe Hoti hai jab aap is market mein Mani management ke rules and regulations ko follow karte hain kyunki ham Dekh rahe hote Hain ki Jo log without money management kam karte hain unka capital risk mein Chala jata hai aur unko loss hone ke bahut jyada chances hote hain isliye is market mein agar Kam Karne hain to aapko apna capital safe banana Hoga aur proper planning ke sath kam karna hoga.

    PROPER STRATEGY: dear forex market mein aap jab koi bhi trade lagate Hain to uske liye aap dekhte hain ki aapko ismein ek proper strategy plan karna Hoti hai strategy Simran ji hote Hain ki jab aap koi bhi trade lagate Hain to aapane kis Tarah market mein apni rate lagani hai kaun se time frame ka istemal Karne hain lot size ki selection kya karni hai aur ismein aapane kis chij ko Dekh Kar market mein trade open karni hai is chij Ka naam ek strategy hote hain ki aap kis Tarah market mein trade lagate Hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X