Description.
Dear friends Aroon oscillator ka use market ki over sold or over bought condition ko identify karne kay liey bhi maloom kia jata ha aur oscillator ka use chart par divergence maloom karne kay liey bhi use kia jata ha between the price our indicator kay aur indicator hai jo market ma over sold or over bought ki position
batata hai, es sy exact trade ka pata chalta hai, small lot k sath agr ye indicator use kya jae to bhot kam loss ka chance hota hai, maximum profit he hota hai,
eski practice ham demo ma kar sakty hai aur hamy experience hasil kar ky market ko achy sy samj kar kam karna chahey per he hum market main run kar
saky gy hum is main din main be kam kar sakty hain or hum rat main be kam kar sakty hain hum is ko apna life time career be bana sakty hain.
Function of Aroon Oscillator.
Dear friends Aroon oscillator indicator date kay 25 periods ko use karta hai or ye batat hai k ketny period high or low thy en 25 periods ma sy. Jb aroon up aroon down sy uper hu to yw bullish behaviour show karta hai or jb aroon down aroon up sy uper hai to ye downward signal show karta hai. Jb both lines ma cross over hota hai to ye trend change ko show karta hai. Aroon up or aroon down lines 0 sy 100 k darmeyan ma chalti rehti hain. oscillator highs aur lows kay darmeyan main time mahloom karta hai aur strong uptrend ki soorat main ye new high ko show karta hai is kay sath sath ye strong down trend ko new low sy share karta hai. Ye indicator signal deta hai jb es tarha hota hai or tb b signal deta hai jb es tarha ni hota. Ye indicator 2 lines par depend karta hai ik hoti ha aroon up line jo up trend ko find karny ma usw hoti hai or ik hoti hai aroon down line jo down trend ko measure karny k lae use hoti hai.
Analysis of Aroon Oscillator.
Dear friends Aroon oscillator indicator ka zero line kay crossover hony ka wait karna parta hay yani ager reading zero line ko cross kar kay up jaye to iska matlab hota hay keh market main is waqat up trend ya bullish trend hay jis main buy ki muasar trading ki ja sakti hay, aur +50 say uper jany per is main mazeed stregth consider ki jati hay. Ager reading zero line say cross ho kar down side a jaye to iska matlab hota hay keh is waqat market main down trend chal raha hay, jis main traders pair ko sell kar kay trading karny ko tarjeeh daity hain aur Aroon oscillator ko samjhna bahut easy hay. Is main traders ko strength ki movement yani continuation ko observe karna hota hay jis say woh trend ki strength kay mutabiq trade main order place karta hay.