Introduction
Assalamu Alaikum!
Respected members, Omeed hy kh aap sub kheriyat sy hon gy aor forex market sy ak achy gain hasil ker raha hon ga Forex trading bahot risky business hy is main traders ko daily basis per losses hota hy is liye bahot acha sy forex ko learn krna k bad karen.Forex trading main candlestick pattern ki bahot importance ha hm candlestick pattern ki base par market analysis kr sakty hy Market analysis k lye different types k candlestick pattern use kia jate hn Aj hm is post ma jis candle stick pattern ko explain krne ja rahe hn us ka name hy, Hanging Man Candlestick pattern
Hanging Man' Candlestick Pattern
Agr Hanging Man Candlestick bearish ki ho to ye strong trade signal considered hota hy. Ye pattern buyers aur sellers k dermiyan indecision ko batata hy is liye trading k liye trader next candle ka wait kary.Agr ap right time par issy identify kr k entry laity hy to ap aik acha profit gain kr skte hy.Is pattern main aik he candle banti ha jiski real body smaller hoti ha aur Lower wick long aur upper wick smaller ya zero hota ha. Lower wick ka real body k double sa zyada lamba hona zarori ha.
Key Takeaways
A:my dear friends, Hanging Man(latka sun-hwa aadmi) candlestick (mom batii) ke patteren ki aik qisam hai aur is se morad mom batii ki shakal aur zahiri shakal hai, jo oopar ke rujhan mein mumkina tabdeeli ki numaindagi karta hai.
B:my dear forex friends candlesticks (mom batian) waqt ke sath sath aala, kam, kam, aur band hifazati qeematon ki akkaasi karti hain aur qeematon par sarmaya car ke jazbaat ke assar ko zahir karti hain.
C:my dear friends hanging man (phansi wala aadmi) is waqt hota hai jab do option hotay hain : properly oopar ki taraf barh gayi hai, aur mom batii ka asal chhota sa jism aur aik lamba kam saya hai .
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим