What is Margin Call And Its Reasons:;..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Margin Call And Its Reasons:;..
    Assalamu Alaikum dear member I hope aap sab khairiyat se Honge aur farax Market Mein Achcha kam kar rahe Honge deer Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko acchi planning ke sath kam karna hota hai aur Market Mein hard work karna hota hai jo members demo account per acche experience ke sath kam kar rahe hote hain vah Hamesha successful Ho Jaate Hain Main Aaj aapse bahut hi important information share karne ja rahi hun jo aapki trading ko Achcha banaa sakti hai aur aap trading Mein profit table ho sakte hain agar aap is market Mein profitable trading karna chahte hain to aapko Hamesha careful hokar kam karna chahie aapse bahut important information share karungi margin kal kya hai Ham is per Kaise study Karke trading Mein acchi earning kar sakte hain....

    What is Margin:

    Dear member for trading Mein Jab Ham kam Karte Hain To usmein Jab Bhi Ek traders investor Kisi Forex broker ke sath margin account open karta hai to use trader per yah lajim hai ki vah broker ke requirements ke mutabik kam se kam rakam Jama Karen yah kam se kam rakam Har EK broker ka separate hota hai broker ka yah Mani kam se kam 10 Dollar aur Jyada Se Jyada hundred dollar Tak ho sakta hai..

    Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	6
Size:	3.8 کلوبائٹ
ID:	12539091

    Dear Jab Bhi Ek trader forex market Mein trade open Karta Hai To Ek Khas majedar Mein uska account se Kuchh hissa kam ho jata hai ya hisab trader ke trading position per 79 hota hai Jiske Laut Kaha Jata Hai lard size Hamesha base currency ke mutabik Hoti Hai aamtaur per Ek lot hundred units per must Mel Hoti Hai jyadatar brokers traders investor ko stand standard lot size 100,00 Mini lot 10,00 aur macro Lat size 1000 is facility Mein ya Karti Hai Kuchh brokers na to Nano lard sizes Mein be trading Dena start ki hai..

    What is Margin Call:

    Dear member for a studying market Mein takariban Tamam brokers Apne trade traders ke account ko observe kar rahe hote hain Agar traders in Vegeta ka account margin 80% se kam Hota Hai To vah Apne client ko image ya notification ke jarie se Ada Karega Agar trader ka account 50% per a jata hai to use condition Mein brokers Kuchh trades ko close Karega Ja Apne client ko aur rakam apne account mein deposite karne ko kahega is Amal ko vah Apne clients ke account ko sev karne ki koshish karta hai agar account ka margin bahut kam level per a jata hai to use condition Mein brokers Tamam trades ko bhi band kar sakte hain margin kal Har EK broker ko separate ho sakta hai ismein traders ko Se Koi Rai Nahin Li jaati ke vah kis position per apni marjan kal ko Mamta Se Karte Hain Alvida margin kal ko traders Apne account ke leverage ko kam Jyada Karne Se change kar sakte hain...

    Reason For Margin Call:

    Dear member for US market Mein margin kal ka bahut se reason Hote Hain Jab Ham proper tarike se trading Nahin Karte Hain To tab Hamen market per margin kal milati hai agar market Ham market Mein acche tarike se trading Karen To Hamen margin Kal Se bus sakte hain Bach sakte hain Kyunki Jab ham Roj ko follow kar rahe hote hain aur Hamari trading best Hoti Hai To tab hi Ham Apne account ko sev rakhkar trading kar sakte hain aur apne account ko increase kar sakte hain...

    Click image for larger version

Name:	images (8) - 2022-06-16T222013.500.jpeg
Views:	6
Size:	33.3 کلوبائٹ
ID:	12539092

    Stop loss And Take Profit:

    Dear member for studying Mein Hamen Kisi bhi trade Mein stop loss aur take profit ko ignore nahi karna chahiye Jab Bhi Ham market Mein stop loss aur take profit ko ignore Karenge tabhi Ham Hamen loss Hoga isliye Hamen Kisi bhi trade ko open karte hue stop loss aur take profit ko ignore nahin karna chahie aur Hamesha ine tools ka use karna Hamare liye beneficial hota hai isliye Hamen kabhi bhi trading Mein stop loss aur take profit ko ignore nahin karna hai...

اب آن لائن

Working...
X